Matched Content Ads Se Adsense Revenue Increase Kaise Kare

 


Matched Content Ads Se Adsense Revenue Increase Kaise Kare


Google Ne Last Year Matched Content Feature Launch Kiya Tha. Jisse Aap Apne  Site Ke Relevant Content Ka Promotion Kar User EngageMeinnt Increase Kar Saktein Hain.. Sath Hi Isse Aap Ke Site Ka Traffic Grow Hone Mein Bhe Help Milti Hai. Today, Ab Aap Matched Content Mein Alongside RecomMeinnded Content Ads Enable Karke Adsense Revenue Increase Kar Saktein Hain..

 

Hum Adsense Matched Content Se Apne  Site Ka Promotion To Kar Hi Sakte Hai But Kya Hum Isse Paise Bhe Kama Sakte Hai? Ye Swal Har Ek Adsense User Ke Dimag Mein Aata Hai. But Use Right Answer Anhi Mil Pata Hai. Starting Mein Hum Matched Content Se Earning Nahe Kar Sakte The But Now, Ab Hum Matched Ad Unit Se Paise Kama Sakte Hai.

Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye

Google Adsense Se Zyada Paise Kaise Kamaye, Best Earning Tips

Google Ne Ab IsMein "Allow Ads" Ka New Feature Add Kar Diya Hai JisMein Aap Ke Site Ke Content Se Related Or Aap Ke Site Ke Look Ki Tarah Hi Other Sites Ki Posts Show Hogi. Adsense Publisher My Ads >> New Ad Unit >> Matched Content >> Ad Options Mein Ja Kar Monetize With Ads Option Enable Kar Sakte Hai.


Google Adsense Matched Content Ad Se Paise Kaise Kamaye In Urdu

Main Aapko Btana Chahunga Ki Matched Content Ads Only Multiple Pages, Unique Images And High Value Traffic Wali Website Or Blog Par Hi Allow Hute Hai. Aap Ke Site Par Ye Feature Activate Hai Ya Nahe Ye Aap Site ManageMeinnt Settings Mein Ja Kar Dekh Saktein Hain..

Main Already Adsense Matched Content Kya Hai Or Ise Kaise Use Kar Sakte Hai Post Mein Iske Bare Mein Details Se Bta Chuka Hu. So Agar Aap Ke Site Par ABhe Tak Adsense Matched Contents Enable Nahe Hai To Aap Ye Post Padhe. IsMein Aapko Matched Content Ki Puri Jankari Mil Jayegi.

Ab Hum Bat Karte Hai Adsense Matched Content M Ads Enable Karke Revenue Increase Karne Ki To Sabse Pahle Aap Adsense.Com Par Jaye Or Apne  Gmail Id Se Log In Kare.

Now You Can Earn Money With Matched Content:

1. Ab Left Sidebar Mein My Ads Par Click Kare. (Note:- Main Adsense Ke Latest Desktop Version Ki Bat Kar Raha Hu.)

2. New Ad Unit Par Click Kare.

3. Matched Content Par Select Kare.

4. Ad Options Choose Karke Monetize With Ads Feature Ko Enable Kare.

5. Finally, Save And Get Code Par Click Kare.

 

Ab Aapko Jo Ad Unit Code Mile Use Apne Blog Ke Sidebar Ya Post Content Ke Niche Add Kar De Ya Fir Aap Jaha Matched Content Ad Show Karna Chahate Ho Woha Ad Code Paste Kar Saktein Hain.. Example Ke Liaye Aap Meinre Matched Content Mein RecomMeinnded Ads Dekh Saktein Hain..

 

Ab Jab Ki Koe User In Alongside RecomMeinnded Content Ads Par Click Karega To Haap Ke Earning Hogi. Sabse Achi Bat In Ads Ko Google Ads Content Units Mein Nahe Mana Jayega Or Ye Google Ad Unit Limit Per Page Mein Bhe Count Nahe Honge.

Low Traffic Par Google Adsense Se Adhik Earnings Kaise Kare

Google Adsense Se 1 Click Par $10 To $50 Kaise Kamaye - Secret Tips

Finally, Is Tarah Se Aap Matched Content Mein Ads Enable Karke Apne  Adsense Revenue Increase Kar Saktein Hain.. Agar Aap Adsense Earning Badhane Ke Dusre Tariko Ke Bare Mein Janna Chaahte Ho To Humare Adsense Wali Baqi Post Padhe. Main Already Adsense Earnings Boost Karne Ke Bare Mein Bahut Post Likh Chuka Hu.

I Hope Is Post Se Aapko Adsense Revenue Better Karne Ki Achhi Jankari Mili Hogi. So Please Is Article Ko Social Meindia Par Apne Dosto Ke Sath Share Jarur Kare.


Post a Comment

0 Comments