AdSense Account Ko Approved Karwane Ke 20 Tareeke Konse
Hain - Urdu Guide
Har Blogger Chahata Hai Ke Uske Blog Se Zyada Se Zyada Income Hu. Laiken Is ke Liaye Humein Kuch Conditions Ka kheeyal Karna Zaruri Hai. Main Aapko Bta Du Ke Pakistan Mein Adsense Ko Approved Karna Bohat Mushkel Kaam Hai. Pher Bhe Bohat Se Log Adsense Ke Rules Ko Tord Daite Hai Or Zyada Paise Nahe Kama Pate Hai. Aaj Main Is Post Mein Aapko Adsense Account Ko Approved Karne Ke Tarike Btaunga. Sath Main Aapko Btaunga Ke Kaise Adsense Account Ko 3-4 Din Mein Approved Kar Sakte Hain.
Adsense Account Ko Approved Karanee Kee 20 Tarike Urdu Main
Pakistan Mein Adsense Account Ko Approved Karana Aasan Nahe Hai. Iske Liaye Aapko AdSense Ke Rules Ko Ache Se Follow Karna Hu Ga. Is Post Mein Main Aapko Adsense Account Ko Jaldi Apprved Karane Ke Top 20 Tarike Bta Raha Hu. Yad Rahe Agar Aap Inhe Follow Nahe Karoge To Aapka Adsense Account Approved Nahe Hu Sakta.
Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Konse Hain Urdu Main
1. Adsense Ke Or Sharte (Terms & Policy)
Sabse Pahli Bat Aapko Adsense Ke Conditions Ka kheeyal Karna Hu Ga. Yaad Rahe Adsense Ke Har Samay Badlte Rahte Hai. Isliaye Adsense Ke Or Sharto Ko Padte Rahe. Aap Yaha Par Click Kar Ke Bhe Adsense Ke Conditions Ko Pad Sakte Hai.
2. Blog Post Mein Kuch Bhe Copyright Na Hu
Ap Kabhe Bhe Apne Blog Ke Post Mein Aik Shabd Bhe Copy Naa Kare. Iska Natiza Ye Hu Ga Ke Aapka Adsense Account Approved Huna To Bohat Dur Ke Bat Hai. Google Search Engine Bhe Aapke Blog Blog Site Ko Dikhana Band Kar Dega. Or Dhire Dhire Aapke Blog Site Par Visitors Aane Bhe Band Hu Jayenge.
3. Blog Mein 20-50 Post (Article) Dale
Apne Blog Ko Adsense Se Jordne Se Pahle Aap Is mein 20 se 50 Ache Ache Article Likhe. Galti Se Bhe Keisi Dusri Blog Site Wala Article Mat Daalna. Aapko Apne Dimag Or Aapke Knowledge Se Article Likhne Hai.
Or Agar Aapke Andar Kuch Naya Karne Ke Chhamta Hai To Aap Ayse Article Dale Jo Internet Par Pahle Se Na Hu. Kiun Ke Aap Agar Kuch Aysi Maloomat Dologe Jo Internet Par Nahe Hai To Aap Bohat Se Logo Ke Madad Kar Sakte Hai
4. Dusri Blog Blog Site Ke Ads Nahe Hu
Adsense Account Ko Approved Karne Se Pahle Apne Blog Blog Site Par Lagaye Huaye Sare Ads Code Hata Le. Or Aik Bar Apne Porre Blog Site Ko Check Kar Lein. Aap Apne Blog Ke Widget Mein See Bhe Ads Code Hatta Lein.
Kiun Ke Adsense Kesi Bhe Dusri Blog Blog Site Ke Ads Manzur Nahe Kartta Hai. Jaise:-
Yahoo Etc.
5. Google Analytics Codes Blog Mein Jode
Google Analytics Bohat Acha Tarika Hai. Apne Blog Site Ko Sachcha Sabit Karne Ka. Is Liaye Apne Blog Site Ko Google Analytics See Connect Kar Le? Google Analytics Adsense Ko Batata Hai Ke. Is Blog Site Par Kitne Visitors Aate Hain?
Or Ketnoun Ko Yahan Apne Problems Ka Solution Milta Hai. Apne Blog Yah Website Ko Google Analytics Se Jordne Ke Liaye Yahan Par Click Kare.
6. Blog Ke Template Adsense Support Hu
Adsense Account Approved Karne Se Pahle Apne Blog Par Achi Si Template Upload Kar Le Ake Google Adsense Ko Aapke Blog Blog Site Ke Bare Mein Zyada Se Zyada Maloomat Mil Sake. Yaha Main Aapko Adsense Support Template Ke Kuch Topic Bata Du Jo Aapke Blog Ke Template Mein Huni Chahiaye.
Template Simple Sadaa Hu, Is mein Zyada Rangeen Widget Add Na Kare.
Fast Uploading Template Huni Chahiaye. Take Aapke Blog Blog Site Par Zyada Se Zyada Visitors Aa Sake.
Template Par Post Ke Side Mein Kaam Se Kam 2-3 Widget Huni Chahiaye. Jaise:- Populer Pst, Random, Pos, Recent Post Etc.
Template Mobile Friendly Hunee Chahiaye Jo Mobile Mein Bhe Aasane Se Khul Jaiye. Or Mobile Mein Bhe Acha Loog Dikhe. Example k Liaye Ke Liaye Aap Mere Website Ko Apne Mobile Mein Open Kar Ke Dekh Sakte Hu.
Template Ka Background Clean Hu. Kiun Ke Ise Khulne Mein Bohat Waqt Lagta Hai.
7. Minimum Photos
Apne Blog Site Parr Zyaada Photo Add Naa Kare. Bohat Se Log Apne Post Mein Bohat Zyada Photo Add Lar Lete Hai. Or Natija Ye Rahta Hai Ke Unka Adsense Account Approved Nahe Hu Pata. Kiun Ke Adsense Faltu Ke Photos Support Nahe Karta Hai.
- Adsense Kon KonsE Zaban or Language Support Karta Hai Uske Liaye Yahan Click Kare
- email Padh Kar 10,000 Monthly Paise Kamane Ke 5 Websites IN Urdu
8. Apne Ads Par Kabhe Bhe Click Na Kare
Bohat Se Log Aysa Karte Hai Ke Alag Alag Compuers Se Apne Blog Blog Site Ke Ads Par Click Karte Hai. Apne Dosto Se Click Karne Ke Liaye Kahte Hai. Aisa Karne Se Hum Adsense Ke Rules Ko Tod Deite Hai
Is se Humara Adsense Account Kabhe Bhe Block Hu Saakta Hai. Tou Dostoun Yaad Rahe Apne Ads Par Bhul Kar Bhe Click Na Kare.
9. User Experience
Aapko Apne Blog Site Ka Pura Anubhav Huna Chahiaye. Kiun Ke Agar Aapko Apne Blog Site Ke Maloomat Nahe Hugi Tou Aap Apne Visitors Ko Sahi Jawab Nahe De Page. AdSense Ayse Blogger Ko Manzuri Nahe Deta
Kiun Ke Wo Janta Hai Ke Ye Aadmi Ek Din Apne Blog Site Chalana Chod Dega. Isliaye Humein Apne Blog Site Ka Pura Anubhav Huna Chahiaye.
10. Visiters Kahi Se Bhe Na Kharide
Dostoun Agar Aapke Andar Kuch Naya Karne Ke Power Hai Tou Aap Visitors Kharidne Ke Soch Bhe Nahe Sakte. Kiun Ke Agar Aap Kuch Naya Kar Sakte Hu Tou Visitors Khud Be Khud Aapke Blog Site Par Aayenge. Google AdSense Ke Bhe Yahe Soch Hai. Isliaye Kabhe Bhe Kesi Se Visitors Na Kharide.
11. Aapke Blog Ke Template SEO Friendly Hu
Aapke Blog Mein Jo Template Aap Use Karte Hai. Wo SEO Friendly Hune Chahiaye. Take Aapke Visitors Kahin Se Bhe Aapke Blog Tak Pahuch Sake. SEO Ka Matlab Hai. SEO Search Engines Oprater System Yane Subhe Search Engines Se Jurdi Hue Blog Site
12. Blog Google, Bing, Yahoo Search Engines Se Connect Hu
Adsense Account Karne Se Pahle Ye Baat Zarur Check Kare Ke Google Search Engine Aapke Blog Blog Site Ya Blog Ko Dikhata Hai Ya Nahi. Kiun Ke Agar Google Aapke Blog Site Ko Nahe Janta Hu Ga Tou Wo AdSense Ko Approved Nahe Hune Dega.
Kiun KEe AdSense Samjhta Hai Ke Jo Blog Site Google Nahe Dikha Raha Wo Zarur FarzI Blog Site Hugi. Agar Aap Apne Blog Ya Blog Blog Site Ko Google Search Engine Mein Dikhana Chahate Hai Tou Aap Is Post Ko Follow Kare. Is mein Main ne Blog Blog Site Ko Google Search Engines Se Jodne Ke Pore Maloomat De Rakhi Hai.
13. XML Blog Blog Sitemap Bana Hu
Aapke Blog Site Ke Sabhe Pages Ka Blog Blog Sitemap Bana Huna Chahiaye. Kiun Ke Blog Sitemap Humare Blog Site aur webiste Ko Chote Code Mein Badal Kar Google Ko Dikhata Hai. AdSense Ko Ise Padne Mein Aasani Huti Hai. Apne Blog site Ka Blog Sitemap Banane Ke Liaye Aap Yahan Click Karee.
14. Blog Ke Traffic Achi Hu
Adsense Account Approved Karne Se Paahle Ye Jarur Check Kare Ke Aapke Blog Par Roj Ketne Visitors Aate Hai. Kiun Ke Agar Aapke Blog Blog Site Par Visitors Nahe Aayenge Tou Adsense Ise Farzi Blog Blog Site Man Kar Block Kar Dega.
Isliaye Pahle Apne Blog Site Par Visitors Ko Zyada Kare. Visitors Jordne Ke Liaye Apne Blog Mein Aysi Maloomat Dale Jo Pahle Se Internet Mein Na Hu. Main Ne Iske Bare Mein Btaya Bhe Hai.AdSenseAccount Approve Karnee Ke Liaye Aapke Blog Par Minimum 1000 Visitors Per Day Aane Chahiaye. Agar Aap Chahe Tou Visitors Badhane Ke Maloomat Aapko Mil Sakti Hai.
15. Apna DoMainn Or EMail ID
Agar Aap Chahate Hai Ke Aapka Adsense Account Complitly Approved Hu Tou Aapko Apne Blog Mein Khud Ka DoMainn Name Jodna Hu Ga. Or Sath Mein Do Mainn Se Emaol Id Bhe Banani Hugi. Kiun Ke Blog Ke Do Mainn Se Aap Sirf Hut Adsense Account Hi Bana Sakte Hu.
16. Robot.Txt Use Kare
Apne Blog Mein Jank Files Ko Rokne Ke Liaye Robot.Txt Code Jarur Add Kare. Kiun Ke Agar Aap Aysa Nahe Karte Hu Tou Aapke Blog Mein Bohat Sari Jank Foles Add Hu Jayegi. Or Adsense Ko Aapke Blog Ko Padne Nahe Degi.
Wese Aap Jank Files Se Hune Wale Nukshan Ke Bare Mein Tou Jante Hi Hai. Jaise Computer Mein Virus Aa Jate Hai Tou Computer Ke Program Kharab Hu Saktein Hain. Wese Hi Blog Mein Jank Files Aane Par Adsense Approved Nahe Hu Ga.
Robot.Txt File Blog Mein Kaise Add Karte Hai Urdu Main
Apnee Nam Ke GIF Animation Image Kaise Banaye Urdu Main
17. Blog (Blog Site) One Week Purana Hu
Pakistan Mein Blog Se AdSense Approved Karne Ke Liaye Blog Ka One Week Purana Huna Zaruri Hai. Pakistan Ke Alawa China Or Kuch Or Country Mein Bhe Yahe Rules Lagay Kar Rakhe Hai. Iske Wajah Ye Hai Ke One Week Ke Bhetar Humein Blogger Ke Maloomat Bhe Aa Jati Hai.
Or Hum Apne Blog Site Par Ache Ache Article Bhe Dal Leite Hain. Sath Hi One Week Se Pahle Humari Blog Blog Site Se Kuch Visitors Bhe Jud Jate Hai.
18. Alexa Rank Huna Zaruri Hai
Bohat Se Log Sochte Hai Ke AdSense Ko Approved Karne Mein Alexa Rankeng Ke Koi Zarurat Nahe Huti. Or Wo Ise Ignore Kar Dete Hai.Apr Kei Bar Alexa Ranking Nahe Hune Ki Wajah Se AdSense Approved Nahe Huta. Or Humari Pareshani Bad Jati Hai. Es liaye Apne Blog Ko Alexa Rank Se Zaarur Submit Kare.
19. Important Pages Huna Zaruri Hai
Blog Ko Adsense Se Jodne Se Paihle Apne Blog Ke Liaye Kuch Zaruri Page Bana Le Kiun Ke Adsense Chahata Hai Ke Wo Humari Blog Blog Site Ke Bare Mein Aasani Se Jan Sake
- About Us
- Contact Us
- Terms Of Usage
- Privacy & Policy
About Us Me Aap Apne Or Apne Blog Site Ke Bare Me Maloomat Dale. Jisse Aapke Visitors Ko Aapke Bare Me Janne Me Aasani Hu.
Contact Us Me Aap Apne EMainl ID Ke Sath Sath Koi Contact Form Bhe Add Kare. Take Koi Bhe Zarurat Padne Par Aapse Sampark Kar Sake.
Isi Tarah Apne Blo Ke Visitors Ke Liaye Terms Of Usage Page Banaye Take KoE Visitor Aapke Blog Blog Site Ka Galat Istmal Na Kar Sake.
Privacy & Policy Mein Aap Ab Btaye Ke Aap Apne Visitors Ko Kia Kia Sikhate Hu Yah Unke Help Kaise Karte Hu.
20. Language (Zaban) Adsense Support Hu
Aapke Blog Site Ke Language AdSense Support Huni Chahiaye. Agar Aap Apne Blog Par Aisi Language Use Karte Hu Jo Adsense Support Na Hu Tou Aap ka Adsense Approved Nahe Hu Sakta.
I Hope Aapko Ye Post Pasand Aayi Hugi. Agar Aapko Internet Se Mutaliq Koi Or Maloomat Chahiaye Tou Is Blog Blog Site Ke Dusri Posts Pade. Or Agar Aapko Koi Or Sawal Puchna Hai Tou Comment Mein Puch Saktein Hain.
Waisi Urdu Blogging Tips Pk Par Aapko AdSense Ke Bare Mein Pore Malooma Urdu Mein Milegi. Iske Liaye Aap Humari AdSense Se Related Dusri Post Pade.
0 Comments
If You Have Any Doubts, Please Let Me Know