Google AdSense Account Mein Ads.txt Error Ko Fix Kaise Karen

 Agar Aap WordPress Ya Blogspot Blogger Ho Aur Aapko Google Adsense Account Mein Ads.Txt Error Message Warning Issue Face Kar Rahe Ho To Ye Post Aapke Liye Hi Hai. Is Post Mein Main Aapko Wordpress Or Blogger Platform Par Ads.Txt Error Meinssage Issue Ko Fix Kaise Kare? Ke Bare Mein Step By Step Deitail Ke Sath Btaunga. Agar Aap Adsense Ads.Txt Error Ki Problem Ko Solve Karna Chahate Hai To Is Article Ko Carefully Read Kare.

Fix Google Adsense Account Mein Ads.Txt Error Message

Google Adsense Ek Advertising Program Hai Jo Publisher Ko Automatic Text, Image, Display, Video Ads Serve Karta Hai. Ye Google Ki Service Hai Aur Iske Rules Buhat Sakht Hai. Adsense Se Earning Karne Ke Liye HuMein Iski Guideline Ko Follow Karna Hota Hai.

Ads.Txt File Mein Apni Publisher ID Add Karna Bhi Unhi Mein Se Ek Hai. Agar Hum Is Issue Ko Fix Nahi Karte Hai To Humari Adsense Earning Par Bad Impact Pad Sakta Hai

Google Adsense Kia Hai Or Ye Kaam Kaise Karta Hai

Ye Ek IAB-Approved Text File Hai JisMein Authorized Account Ki Publisher ID Shamil Hoti Hai. Ye Aapki Site Ko Unauthorized Account, Unknown Account, Fraud Account Ads PlaceMeinnt Se Bachane Mein Aapki Help Karega. Ye Site Security Ke Liye Better Hai.

Ads.Txt File Google Adsense, Doubleclick, Adx Exchange Sabke Liye Available Hai. Jab Kisi Adsense Publisher Ko Ads.Txt Error Problem Hoti Hai To Uske Adsense Account Mein Is Tarah Ki Warning Show Hoti Hai.

Google Adsense Ads.Txt Error Message

Screenshot Mein Aap Clear Dekh Sakte Hai Red Patti Mein Likha Hua Hai Ki "Earning At Risk - One Or More Of Your Ads.Txt Files Doesn't Contain Your Adsense Publisher ID. Fix This Now To Avoid Severe Impact To Your Revenue."


Matlab Agar Hum Ads.Txt Error Meinssage Issue Ko Fix Nahi Karenge To Humari Adsense Earning Par Bad Impact Paedega. Isiliye Ise Fix Karna Zaruri Hai. Yaha Par Diya Gaya Code Hi Aapko Ads.Txt File Mein Add Karna Hai.

Google Adsense Account Ads.Txt Error Meinssage Issue Fix Kaise Kare

Jab Ke Ye Problem Google Blogspot Blog Mein Zyada Hoti Hai Lekin Main Yaha Aapko WordPress Aur Blogger Dono Platform Pa Ads.Txt File Ki Problem Ko Fix Karne Ke Bare Mein Bta Raha Hu Taki WordPress User Aur Blogger User Dono Ko Solution Mil Sake.


  • Blogger Mein Ads.Txt Error Issue Ko Fix Kaise Kare
  • Sabse Pahle Aap Bloggger.Com Site Par Ja Kar Blogger Dashboard Mein Jaye.
  • Blogger Settings >> Search Preferences Option Par Jaye.

Ab Yaha Par Monetization Section Mein Custom Ads.Txt Ke Samne Edit Option Par Click Kare.


Blogger Custom Ads.Txt File

Ab Custom Ads.Txt Box Mein Aapko Adsnese Ads.Txt Error Meinssage Mein Diya Code Add Karna Hai. Aap Ye Code Copy Kar Add Kar Sakte Hai, IsMein Pub-123456 Ki Jagah Apni Adsense Publisher Id Add Karni Hai.

Google.Com, **Pub-123456, DIRECT, F08c47fec0942fa0

File Save Karne Ke Bad Aap Yoursitedomain.Com/Ads.Txt Type Se Apni Site Ki Ads.Txt File Open Kare Aur Confirm Kare Ki Aapke Through Add Kiya Gaya Code Sahi Hai Ya Nahi.

Wordpress Mein Ads.Txt Error Issue Ko Fix Kaise Kare


Wordpress Blog User Ko Ads.Txt Problem Buhat Kam Hoti Hai Lekin Agar Aapko Ho Rahi Hai To Aap Is Guideline Ko Follow Kar Is Problem Ko Solve Kar Sakte Ho.


Iske Liye Aapko SaMein Ads.Txt File Wordpress Root Directory Mein Upload Karni Hogi. Aap Direct Ftp Meinthod, Cpanel Meinthod Ya Fir Ads.Txt Manager Plugin Ka Istemal Kar Ads.Txt File Create Kar Sakte Hai.

Ye Plugin Aapke Wordpress Root Directory Mein Ads.Txt File Create Kar Dega Jise Aap Wordpress Dashboard Mein Manage Kar Sakte Ho.

Wordpress Ads.Txt File Mein Mein Ye Code Copy Kar Add Kare, File Save Karne Se Pahle Pub-123456 Ki Jagah Apni Publisher Id Add Kar Le.

Google.Com, **Pub-123456, DIRECT, F08c47fec0942fa0

File Save Karne Ke Bad Aap Yoursitedomain.Com/Ads.Txt Type Se Apni Site Ki Ads.Txt File Open Kare Aur Verify Kare Ki Aapke Through  Add Kiya Gaya Code Sahi Hai Ya Galat.

Aap Ads.Txt File Update Karne Ke Bad Lagbhag 24 Hours Mein Ads.Txt Error Meinssage Issue Ki Problem Solve Ho Jayegi.


Adsense Ads.Txt Se Related Kuch Sawal Jawab:

Kia Ads.Txt Zaruri Hai?

Bilkul Zaruri Hai, Kyuki Ye Publisher Ko Ye AnnounceMeinnt Karne Ki Permission De Kar Online AdvertiseMeinnt Mein Transparency Mein Improve Karta Hai Ki Kaun Apni Ad Inventory Sell Kar Sakta Hai. Ads.Txt File Publicly Hoti Hai Aur Ise Koi Bhi (Advertiser) Dekh Sakta Hai.


Agar Aap Google Adsense, Double Click, Adx Exchange Istemal Karte Ho To Iska Use Kar Sakte Ho. Wese Ye Require Nahi Hai Lekin Jab Adsense Account Mein Ads.Txt Error Aata Hai To Use Karna Zaruri Ho Jata Ha

Kaise Pata Kare Ki Website Par Ads.Txt File Hai Ya Nahi?


Aap Simply Jis Website Ki Ads.Txt File Dekhna Chahate Ho UsMein Domain Ke Bad /Ads.Txt Type Kar URL Open Kare, Agar Us Site Par Ads.Txt File Istemal Hoti Hai To File Open Hogi Warna Page Not Found Error 404 Error Aayega.

WordPress Post Preview Page Se Adsense Ads Hide Kaise Kare

WordPress Post Preview Page Adsense Crawler Errors Fix Kaise Kare

Agar Aapko Is Bare Mein Koi Sawal Puchna Hai To Aap ComMeinnt Section Mein Puch Sakte Hai Or Haa Post Achha Lage To Ise Share Jarur Kare.


Post a Comment

0 Comments