Blogger Ki Posts Mein Google AdSense Ke Ads Kaise Lagaye

Blogger Ki Tamam Posts Mein Google AdSense 

Ke Ads Kaise Lagaye - Urdu Blogger Tips

Blogger Ki Tamam Posts Mein Google AdSense Ke Ads Kaise Lagaye :Yeh Lazmi nahi hai k Blogspot Blog Ko 6 Month Se Pahle AdSense Se Connect Nahe Kar Sakte. But Blog Mein Custom Domain Add Karke 3-4 Din Mein AdSense Account Bana Sakte Hai. But Problem Ye Huti Hai Ki Hu Mein Har Post Mein Har Bar AdSense Ke Ads Ke Code Paste Karne Padte Hai. Is Post Mein Mai Aapko Aysi Trick Bta Raha Hu. Jisse Aap Ek Hi Bar Mein Apne Blog Ki Sabhe Post Mein Adsense Ke Ads Laga Sakte Hu. Agar Aap Bhe Blogger User Hai Tou Kiun Na Ek Bar Is Trick Ko Try Kia Jaye.


How To Insert Ads In Blogger Post

Blogger Mein Post Likhte Waqat Har Bar Post Mein Ad Ke Code Paste Karne Padte Hai. Lekin Ab Aapki Ye Problem Mein 50% Solve Kar Dunga. Ab Aap Subhe Post Mein Sabse Upar Sirf Ek Jagah Adsense Ke Ads Code Add Karke Dikha Sakte HU. Tou Chliaye Pahle Aap Adsense Par Ads Kaise Banate Hai Post Pad Kar Google Adsense Par Ads Baana Le. Uske Bad Yeh Post Follow Karna. Or Agar Aapko Adsense Ke Bare Mein Or Zyada Information Chahiaye Tou Aap Humare Adsense Se Related Post Pad Sakte Hu.


  • Adsense Par Address (PIN) Verify Kaise Karte Hai In Urdu
  • Kia Adsense Ads Lagane Ke Liaye Kia Blog 6 Months Purana Huna Zarure Hai In Urdu


Blogger Ki Har Post Mein Adsense Ke Ads Kaise Lagate Hai

Ye BaHut Hi Aasan Hai. Agar Aapko Blogger Ki Coding Ki Thodi Bhe Information Hai To Aap Ye Aasani Se Kar Sakte Hu. Aap New Blogger HU To Step Ache Se Follow Kare. Or Agar Na Kar Pao To Niche Comment Mein Problem Btaye.


Step 1: 

Header Post

Apne Blog Ke Layout Dashboard Par Jaye.

Header Post


add ad html  in header ads widget.jAISI

Header Post Ads



Step 2 :

Sidebar Ads:
  • Apne Blog Ke Layout Dashboard Par Jaye.
  • Ab sidebar Box Mein Mouse Le Ja Kar Kahin Bhe Click Kare.
Sidebar Ads



Step 3: 

Footer Ads:


Footer Ads


Apna Adsense Ads Code k Liay Yahan Click Kare.


Footer Ads Code





Step 4: 

Blogger Ki Tamam Posts Mein Google AdSense Ke Ads k Liay layout mein Post par click kare.

Blogger Ki Tamam Posts Mein Google AdSense Ke Ads



Change Ads Placement:

Agar Aap Ads Post Ke Ke Bich Mein Nahe Dikhana Chahate To. Code Mein Diaye Center Ki Jagah Right Ya Left Karke Ads Ko Right Or Left Mein Dikha Sakte Hai.

I Hope Is Post Mein Bataye Tricks Se Ab Aapko Bar Bar Post Mein Code Paste Karne Ki Zarurat Nahe Padegi. Tou Plz Don't Ignore It. Post Ko Share Zarur Kare. Sath He Humare Site Ko Subscribe Bhe Kare.


Agar New Blogger Hai Aapko Blogger Ke Bare Mein Or Bhe Information Chahiaye Tou Aap Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kia Kare Full Guide Post Padiaye. Is Mein Aapko Blog Ko Design Karne, Seo Friendly Banane, Fast Loading Banane Ke Sath Or Bhe Bohat Sari Information Milegi. So New Blogger Is Post Ko Ek Bar Zarur Read Kare.

Note: Agar Ap Ko Ksi Tarah Ki Information Chahiaye Tou Aap Humain Contect Kare.Hum Ap Ki Mukamal Help Kare Ge.Aur Ap Ke Sath Har Tarah Ki Information Share Kare Ge.Aue Agar Ap Ko Adsense Approval Chahiay Tou Bhi Hum Se Contact Kare.Thanks


Post a Comment

0 Comments