Google AdSense Publisher Ki 5 Badi Problems (Concerns 2021) Urdu Main

 
Google AdSense Publisher Ki 5 Badi Problems (Concerns 2021) Urdu Main

Google AdSense Publisher Ki 5 Badi Problems (Concerns 2021) Urdu Main


Google Adsense Website Aur Blog Ko Monetize Karne Ka Top And Best Ad Network Hai Leken Adsense Publisher Ko Adsense Se Earneng Karne Mein Bahut Si Problems Face Karne Padti Hai. Is Post Mein Main Google Adsense Publisher Ke Top 5 Big Problems Aur Unke Solution Ke Bare Mein Bta Raha Hu? Google Adsense Publisher Top 5 Concerns In Urdu.
Adsense Team Adsense Publisher Ko Hone Wali Difficulties Ko Solve Karne Mein Adsense Publisher Ke Help Karte Hai Leken Fir Bhe Kuch Problem Aesi Hi Jinse Publisher Ke Adsense Earning Down Ho Jati Hai.

Google Kee Official Forum Parr Three Question Mein Hote Hai,
  1. Mera Adsense Account Keun Disable Kar Dia Gaiya?
  2. Mera Adsense Account Abhe Tak Keun Approve Nahe Hua Hai?
  3. Main CusToumeinr Support Se Kaise Contact Karu?
Yeh Three Question Adsense Mein Sabse Zyada Puche Jate Hain. Agar Aap Adsense Publisher Ke Mazeed Questions Ke Baare Mein Janna Chahte Hai nTou Webmaster World Adsense Community Visit Kar Saktein Hain.
Yahan Hum Adsense Publisher Concerns Ke Bare Mein Baat Karenge.
Adsense Publisher Ke Top 5 Concerns In Urdu
Wese Tou Adsense Publisher Ko Kai Sari Problem Face Karne Padti Hai Leken Yaha Hum Toup Aur Sabse Badi Problems Ke Bare Mein Janenge.

1. Ad Blocker And Adsense Revenue

Adsense Publisher Ke Sabse Badi Chinta Hai Ad Blocker Jo Publisher Ke Adsense Earneng Ko Kam Kar Deta Hai. Ad Blocker Ke Wajah Se Publisher Ko 20% Tou 30% Revenue Loss Ho Jata Hai.
Isiliaye Adsense Publisher Janna Chahate Hai Ke Adsense Ad Blocker Ke Against Kya Action Lene Wala Hai, Kya Google Ad Blocker Mein Adsense Ko White Listed Karega Jisse Earneng Loss Na Ho.
2. Adsense Monetization And AMP
AMP Adsense Earning Decrease Karne Ka Biggest Reasons Mein Se Ek Hai. Webmaster Forum Meinmber Ke Anusar AMP Pages Mein Adsense Ads Properly Load Nahe Hote Hai, Jisse Unke Earneng Kam Ho Jati Hai.
AMP Page Fast Load Hote Hai Aur Kai Baar Page Tou Load Ho Jata Hai Leken Ad Load Nahe Hote Hai, Publisher Chahate Hai Ke Google Is Problem Ko 100% Khatm Kar De.

3. Adsense And Adwords

Jo Log Adsense Ke Bare Mein Zyada Nahe Jante Hai Ya Fir Unhone Abhe Abhe Iske Bare Mein Suna Hai Unke Ke Liaye Adwords Alien Se Kam Nahe Hai. Unhe Naahe Paata Ke Adsense Aur Adwords Ke Beech Kia Connection Hai Aur Adwords Kya Kaam Aata Hai.

Google Adwords Kya Hai, Ye Website Ke Liaye Keun Zaruri Hota Hai
Publisher Janna Chahate Hai Ke Adsense Ke Sath Adwords Use Kar Sakte Hai Ya Nahe Aur In Donoun Ko Use Kaise Karna Hai Aur Unhe Isse Kya Fayda Hoga.

4. Payment Receiving Problem

Google Adsense Month Ke 21th Date Ko Paymeinnt Send Karta Hai Aur 3-5 Business Days Mein Publisher Ke Bank Account Mein Aa Jata Hai. Leken Kai Bar Ya Kuch Publisher Ko Adsense Paymeinnt Nahe Mil Pata Hai.
Adsense Paymeinnt Na Milne Par Wo Adsense Forum Mein Question Puchta Hai Leken Iska Clear Solution Nahe Mil Pata Hai, Adsense Team Ko Iske Liaye Bhe Kuch Karna Chahiye.

5. Help In More With Adsense?

Adsense Publisher Ke Sabse Badi Tension Yahi Hai, Wo Janna Chahata Hai Ke Adsense Se Yada Paise Kaise Kamaye? Iske Liaye Wo Google Mein Searching Karta Hai, Adsense Forum Mein Question Puchta Hai. Wo Har Mumken Koshish Karta Hai Adsense Revenue Increase Karne Ke.
Adsense Forum Par Iske Bare Mein Sabse Zyada Question Puche Gaye Hai. Halanke Iska Koe Shortcut Nahe Hai, Leken Thoda Smart Work Karke Hum Adsense Se Adhik Paisa Kama Sakte Hai, Maine Iske Bare Mein Kai Article Bhe Likhe Hai, Jinmein Se Kuch Nemn Hai.
  • Google Adsense Se Zyaada Paise Kamane Ke 5 Tarike Urdu Main - 2021
  • Google Adsense Se Zyaada Paise Kaise Kamaye, Best Earning Tips Urdu Main
  • High Bounce Rate Par Adsense Se Zyaada Paise Kaise Kamaye Urdu Main
  • 50 Business Ideas Google Adsense Se Zyaada Paisa Kamane Ke Liaye Urdu Main
In Articles Ke Help Se Aap Apne Adsense Earneng Ko 30% Tou 50% Tak Boost Kar Sakte Ho, SMI Par Inke Alawa Bhe Adsense Earneng Boost Karne Ke Kai Aur Post Bhe Mil Jayengi.
Ye 5 Big Problems Hai Jo Adsense Publisher Ko Face Karne Pad Rahi Hai, Aur Jinka Koe Fix Solution Nahe Mil Pata Hai. Agar Aapko Adsense Se Realted Koe Problem Ho Tou Aap Twitter Par Adsense Ko Meinntion Kar Question Puch Sakte Ho.
Agar Aapko Ye Maloomat Achhi Lage Tou Is Post Ko Social Media Par Share Zarur Karna.

Post a Comment

1 Comments

If You Have Any Doubts, Please Let Me Know