Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ki mASTER Tips

 

Google Adsense Ke Policy Violation Se Bachne Ke 10 Best Tips

Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ki 10 mASTER Tips : Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ki 10 mASTER TipsGoogle Adsense Ke Policy Processes Bohaat Strong Hai Or Ap Ke Galti Ap Ke Adsense Account Ko Banned Ya Disable Karwa Sakti Hai. Main Adsense Ko Secure Or Safe Rakhne Ke Bare Mein Pahle Bhe Post Likh Chuka Hu. Today, Main Apko Somein Most Eham Adsense Policy Violation Ke Bare Mein Bta Raha Hu Jinke Wajah Se Zyaadatar Logo Ke Adsense Block Ho Rahe Hai. Is Post Mein Btayi Tips Se Ap Google Adsense Account Ke Good Standing Banaye Rakh Saktein Hain.

In Post Mein Btaee Adsense Policy Violation Sabhe Adsense Users Ke Liaye Most Eham Hai. Agaar Ap Inmein Se Koe Bhe Mistake Kar Rahe Hai Tou Jaldi He Ap Ka Adsense Account Block Ya Banned Ho Sakta Hai. In Tips Ko Follow Karke Ap Apne Adsense Account Ke Safety Banaye Rakh Saktein Hain Or Long Timein Tak Adsense Se Connect Rahe Kar Good Earnengs Kar Sakte Hai.

 Google Adsense Ke Policy Violation Se Bachne Ke Liaye Sabse Eham Tips Hai Apko Adsense Ke Sath Family Friendly Rahna Chaheye. I Meinan Apko Adsense Ke Bare Mein Full Information Hone Zaruri Hai Or Apko Unke Latest Updates Ko Check Karte Rahna Chaheye.


Aapko Adsense Use Karne Ke Achhe Practice Hogi Tou Ap Ka Account Kabhe Bhe Banned Nahe Hoga Or Na He Apko Adsense Ke Kaise Terms Violation Issue Ka Samna Karna Padega.

1. Sexual content

Sexual content


Sexual Content Post Karne Se Google Adsense Ke Policy Ka Violation Huta Hai Is Liay Humain Aise Mawad Post Kane Se Bchna Chahiay Jis Se Adsense Ki Policy Ki Khilaf Wazi Huti Hai.Humain Apni Post Main  Affair, Swinger, Hook Up Or Fling Dating Wale Article Shamil Nahi Karne Chahiay

2.Shocking content

Shocking Content Post Na Karna Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ki Aik Badri Trick Hai.Akshar Publisher Kaise Ke Bare Mein Shocking Content Write Karte Hai. Ye Shocking Content

 Kese Person Ya Kaise Or Cheez Ke Bare Mein Bhe Ho Sakti Hai. Adsense Ke Saath Google Search Engine Shocking Content Ko Pasand Nahe Karta Hai.

Shocking Content Post-Karna Bhe Adsense Policy Violation Hai. IS Ko Share Kane Ki Wjha Se Adsense Humara Adsense  Account Banned Kar Skta Hai.

Neche diaya hua tamam content shocking mawad main shamil hai 

Disgusting Accounts

Gruesome, Graphic Or Disgusting Accounts Or Imagery Wghaira Shamil Hu Mashlan
Blood, Guts, Gore, Human Or Animal Waste, Crime Scene Or Accident Photos
Violence.
Accounts Or Images Of Shootings, Explosions Or Bombings; Execution Videos

Bscene Or Profane Language 
Bscene Or Profane Language Ka Use Na Hu Jaise 
Swear Or Curse Words, Variations And Misspellings Of Profane Language Wghara Ka Use 

3.Tobacco


Tobacco


Tobacco Ke Bare Main Hi Kesi Qesam Ka Mawad Blog Ya Website Main Shamil Nahi Huna Chahiay Yeh Bhai Adsense Ki Google Adsense Ke Policy Violation Ka Impoertan Part Hain

Tobacco And Tobacco-Related Products Ki Sales Ki Promotion Ko Apne Blog Aur Websites Se Dor Rkhna Chahiay Ius Trah Ka Content Ko Apni Apni Website Ki Ksi Post Main Share Na Kre.

Cigarettes, Cigars, Tobacco Pipes, Rolling Papers, Chewing Tobacco, E-Cigarettes Waghaira Bhi Adsense Ki

Policy Ke Khilaf Hai .Humain Apny Blog Aur Website Ko Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne K Liay In Sb Ko Share Karne Se Guraiz Karna Chahiaye


Pop Ads Ka Ishtemal Na Kere:

Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ki Aik Unique Tips Yeh Hai K Ap Apni Website Ya Blog Ki Post Main Pop Ads Ka Ishtemal Na Kere.

A Pop-Up Aaik Graphical User Interface (GUI) Display Area Hai, Aam Tour Par Yeh Aik Chouti Window Huti Hai, Jo Ke Visual Interface Ke Foreground Main "Pops Up" Ki Sourat Main Achanak Zahir Huti Hai.Is Trah Ki Ads Blog Lagae Se Ijtenab Karna Chahiaye


Paid Traffic And Fake Traffic

Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ki Aik Master Tips Yeh Hai Ke Humain Paisoun Se Koi Bhi Aur Kesi Bhi Qesam Ki Traffic Nahi Khreedni Nahi Chahiay.Akhsar Newbie Bloggers Ke Blogs Par Adsense Banned Ya Block Ya Ad Limit Aany Ki Aik Main Wajha Yehi Hai K Wo Apne Blog Ya Website K Liay Trafic Ko Buy Kar Late Hain. Jis Se Blogs Ko Nuqshan Huta Hai Aur Wo Bloch Hu Jaty Hain Ya Phir Un Par Ad Limit Lag Jati Hai Jo Ke Aik Month Ki Adsense Ki Traf Se Panalty Ki Huti Hai .Ad Limit 3 Bar Lagnay Se Adsense Account Banned Hu Jata Hai .Dusre No. Par Fake Trafic Hai Jo K Akhsar Blogger Use Kerte Hai.In Sb Se Avoid Krna Chahiay

Paid Traffic And Fake Traffic


Google Adsense Ads Codes Ko Share Na Kare

Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ke Liay Ap Apne Blog Ya Website Ke Adsesense Account K Google Adsense Ads Codes Ko Share Na Kare

Koi Bhi Ap Ke Account Ap Ke Share Kiaye Huaye Account Se Hack Kar Sakta Hai.Account Ki Tamam Maloomat  Ads Main Majoud Huti Hai .Ap Ke Adsense Ki Id, Payment Id No. Ads Code Main Mojoud Huta Hai Jis Ki Madad Se Asani Se Koi Bhi Hacker Ap K Account Ko Hack Kr Skta Jis Ki Wjha Se Ap Ko Mushkilata Ka Smana Krna Par Skta Hai Chunacha Blogger Ko Chahiay K Wo Ksi Ko Bhi Apne Google Adsense Ads Codes Ko Share Na KARE


 Use Recommended Sizes Ads aur Responsive:

Use Recommended Sizes Ads



Kia Ap Apne Site Par Adsense Ads Placemeinnt Sahe Se Kar Pa Rahe Hai Or Agar Ha Tou Kounse Size Ke Ads Use Karte Hai Or Kes Size Ke Ads Se Apko Better Results Milte Hai.. Kia Apko Pata Hain Ke Ap Ke Site Par All Devices Mein Adsense Ads Proper Work Karte Hai Or Ads Sabhe Ad Unet Sahe Se Dikhayi Dete Hai.

Custoum Size Ke Ads Use Karne Se Acha Hai Ap Adsense Ke Recommeinnded Size Wale Advertisng He Use Kare Or Ye Achhe Se Check Kar Le Ke Ap Ke Site Par Mobile, Tablet, Computer Desktop, Laptoup Sabhe Sizes Ke Screen Wali Devices Mein Ads Sahe Se Show Ho Rahe Hai.

Users


I Know Hum Adsense Ads Ke Style Custoumize Kar Sakte Hai Or Ads Ko Apne Site Ke Color Ke Lehaz Design Kar Sakte Hai. But Itna Bhe Nahe Ke Ads Ads Na Lage Or User Ko Wo Ap Ke Site Ka He Part Nazar Aaye. Ads Ka Ka Make Upkaro But Itna Ke User Ko Use Smajhane Mein Pareshane Na Ho.

Google Chahata Hain Ke User Ads Par Ads Samajh Kar He Click Kare. Wese Bhe Agar User Galti Se Ap Ke Ads Par Click Karega Tou Ap Ke Earneng Nahe Ohgi Or Apko Invalid Click Activity Ke Problem Bhe Ho Sakti Hai.


 Adsense Invalid Click Activity Ki Report Kare

Google Adsense Ke Policy Violation Se Safe Rehne Ki Master Tips Main Se Aik Tip Yeh Hai K Blogger Ya Website Owner Ki Invalid Click Par Khash Nazar Rakhni Chahiay Aur Rozana Check Krna Chahiay Ke Blog Ya Website Par Konse Invalid Click Hain Aur Konse Si Country Ya Wo Konse Areas Se Hain Sometimes Humere Jo Opposite Website Wale Huty Hain Wo Ap K Account Ko Bock Krne K Liay Ap Ki Site Par Invalid Click Karty Hain Is Se Bchny K  Liay Ap Ko Foran Adsense Ko Contact Krna Chhiay Aur Adsense Invalid Click Activity Ki Report Karni Chahiay 



Create Unique Content And Earn More:


Aap Jo Kuch Likhte Ho Wo Users Ke Liaye Valuable Hona Bohaat Zaruri Hai. Google Chahata Hai Ke Hum Apne Readers Ko Original Or Eham Information De Or Or Unhe 100% Satisfied Kare. Uneque Content Par Adsense Ads Se Better Result Milta Hai Or Ye Ap Ke Site Ke Bhe Zarurat Hai.

Agaar Ap Useless Content Write Rahe Ho Tou Apko Bta Du Ke Is Wajah Se Bhe Ap Ka Adsense Account Band Ho Sakta Hai. So Please Leave It And Badheya Or Fresh Content Likhna Shuru Kare.


Apne Ads Par Click Na Kare:


Kabhe Bhe Khud Ke Site Or Blog Par Lage Ads Par Click Na Kare Or Na He Apne Dostou Ko Aesa Karne Ke Liaye Kahe. Ye Sabse Main Adsense Policy Violation Hai 50% Adsense Users Ka Account Isi Ke Wajah Se Block Ho Jata Hain. Actually Unhe Adsense Terms Ke Bare Mein Kuch Bhe Pata Nahe Hota Hai Or Wo Zyaada Kamai Karne Ke Liaye Apne Dostou Ko Ads Par Click Karne Ke Liaye Kahte Hain.

Ye Log Sochte Hai Ke Mai Dusro Se Ads Par Click Karwaunga Tou Google Ko Iske Bare Mein Pata Nahe Chalega. Agaar Ap Bhe Aesa Sochte Hain Tou Ap Bilkul Galat Hain. Google Bohaat Smart Hain Or Use Humari Sabhe Activities Ka Pata Chal Jata Hain.



Ad Code Guide Follow Kare:

Ad Code Guide Follow Kare


Code Implemeinntation Guide Follow Kare Or Kabhe Bhe Adsense Code Ko Edit Na Kare.Google Humein Ads Code Ko Modify Karna Allow Nahe Karta Hai. Iske Wajah Se Bhe Ap Ka Account Block Ho Sakta Hai.

Agaar Apko Adsense Ads Ko Use Karne Meinin Koe Problem Huti Hai Tou Ap Adsense Contact Publisher Support Form Meinin Iske Bare Meinin Question Puch Saktein Hai.


Track Organic Traffic:

Track Organic Traffic:


Sirf Content Likhne Se Kuch Nahe Hoga. Aap Ke Blog Par Google And Other Search Engines Se Zyada  Organic Traffic Hona Chaheye. Adsense Google Search Engine Se Aaye Traffic Ko Zyaada Like Karta Hai.

Sabse Achche Bat Search Engine Se Aaye Visitours Ko Advertisemeinnt Ke Bare Mein Bohaat Kam Information Huti Hai. Organic Users Ads Mein Zyaada Interested Hote Hai Or Apko Jada Clicks Milte Hai. Google Bhe Yahe Chahata Hai Ke User Apn Ipasand Se Ads Par Click Kare.

 Avoid Deceptive Layouts:


Only Right Place, Heavy Content Par He Ads Lagaye. Post Images Ke Pas Kabhe Bhe Adsense Ad Add Na Kare. Iske Alawa Floating, Fixed Widgets Mein Bhe Adsense Ads Use Nahe Kare. Main Iske Bare Mein Already Adsense Ke Ads Kaha Kaha Nahe Laga Sakte Post Meinin Details Se Bta Chuka Hu.

Agaar Ap Apne Site Par Pop Up And Floating Ads Lagana Chahate Hai Tou Behtar Hoga Ke Ap Adsense Page Level Ads Ka Istemal Kare. Agaar Ap Ke Site Par Mobile User Zyaada Hai Tou Ye Ap Ke Liaye Zaruri Hai.

Maximize Content, Not Ads Per Pages:



Relevant, Useful And Helpful, Unique Or Interesting Content He Write Kare Or Site Par Rozana Articles Share Kare. Sath He Post Content Mein Adsense Ads Lagate Time in Ye Dhyan Rakhe Ke Ads Ke Bich Yane Ads Between Ka Balance Bohaat Kam Na Ho Or Ads Ke Bich Kafi Space Ho.

Less Content Wale Pages Par Zyaada Ads Istemal Karne Se Bache Or Behtar Hoga Ke Ap Bekar Ke Or Extra Pages Par Adsense Ads Na Lagaye. Humeinsha Long Content Mein Adsense Se Better Performance Milti Hai.

 


Post a Comment

2 Comments

If You Have Any Doubts, Please Let Me Know