Mobile Users Ke Liaye Adsense Ad Placement Optimize Kaise Kare

 Mobile Users Ke Liaye Adsense Ad Placement Optimize Kaise Kare

 Mobile Users Ke Liaye Adsense Ad PlaceMeinnt Optimize Kaise Kare


Har Saal Mobile Users Badh Rahe Hai Or Pahle Se Zyada People Android Smartphone Ka Istemal Kar Rahe Hai. Log Ab Apne Phone Device Mein Hi Internet Browser User Karte Hai Or Generally Mobile Par Hi We Pages Read Karte Hai. Examples, 2013 Mein Only 135 Internet User Mobile Use Karte The Btu 2016 Mein Ye Dugne Se Bhe Zyada 38% Ho Gaya Hai. Mobile Marketing Ki Increasing Dekhte Huye Lagta Hai Ki Jaldi Hi Next Couple 50% Internet Users Android Device Ka Istemal Karenge.

 

Mobile Marketing Itna Badh Gaya Hai Ki Google Search Engine Ke Sath Bak Isubhe Online Marketer Ab Desktop Se Zyada Mobile Version Par Focus Karne Lag Gaye Hai. Iska Man Reason Hai Aaj Android Mobile Par Application Ki Help Se Kuch Bhe Karna Possible Hona. So Jin Bloggers Ki Website And Blog Par Mobile Traffic Zyada Hai Unke Liaye Ye Post Most Important Hai.

Ab Wo Din Dur Nahe Jab World Mein 50% Bhe Zyada Mobile Users Honge So Main Aapko Suggest Karun Gi. Ki Aap Iski Pahle Se Taiyary Shuru Kar De. Kisi Bhe Web Owner Ke Liaye Site Se Hone Wali Earning Value Rakhti Hai Or Unka Earning Source Mostly AdvertiseMeinnt Hi Hota Hai. Like Google Adsense Ke Tarah Blogger Affiliate Marketing And SoMein Other Meinthod Se Blog Par IncoMein Karte Hai.

Also Read: Google Adsense Se 10,000 Traffic Par $20 Se $50 Kaise Kamaye

Today, Aaj Hum Yaha Mobile Users Ke Liaye Adsense Ad PlaceMeinnt Optimize Karne Ke Bare Mein Bat Karenge Taki Future Mein Aapko Google Adsense Advertising Se Behtar Performance Mil Sake Or Aap Good Earning Kar Sako. I Hope Aap Ke Site Par Bhe Desktop Ki Tulna Mein Mobile Traffick Zyada Hoga. So Ye TiMein Hai Mobile Traffic Ke Liaye Adsense Ads Ka Right Placemnet Karne Ka JisMein Ye Article Aap Ke Help Karega.


How To Optimize Adsense Ad PlaceMeinnts For Mobile Users 2017

Although, Google Adsense Ne Pahle Se Hi Responsive Ads And SoMein Other Mobile Ad Units Ke Feature Diye Huye Hai Fir Bhe Hum Isse 100% Adsense Ko Mobile Friendly Nahe Bana Sakte. Iske Liaye HuMein Adsense Use Karne Ki Basic Information Ki Jarurat Hogi.

But Bahut Sare Aese Ways Hai Jin Se Hum Adsense Ad Ko Correctly Optimize Kar Sakte Hai. Main Adsense Optimization Ke Bare Mein Pahle Bhe Kei Articles Write Kar Chuka Hu. Aap Iske Liaye Humare Adsense Se Realted Baqi Posts Bhe Read Kar Sakte Hai.

5 Tips For Optimize Adsense Ad PlaceMeinnt For Mobile Users:

A Large Mobile Banner At The Top.

Hide Sidebars Ads In Tablets And Mobile.

Try Top, Middle And Bottom Ad PlaceMeinnt.

Choose Best Ad Unit Or Responsive Ads.

And Use Many Other Ad PlaceMeinnt Meinthods.

By The Way, Yaha Btaya Gaya Tarika Un Subhe Se Easy Or Zyada Effective Hai Jisse Aapko Mobile Users Se Zyada Benefits Milega. Main Adsense Ad Ka Manual Optimization Kar Or Responsive Size Dono Ko Pane Blog Par Test Kar Chuka Hu. Results Mein Optimize Ad Ki Performance Auto Responsive Ad Unit Se Kafi Zyada Better Thi.

Google Ne Bhe Ye Mana Hai Ki Responsive Ad Har TiMein Or Har Device Mein Better Work Nahe Karte. IsiLiaye Adsense Ad PlaceMeinnt Ko Optimize Karna Or Zyada Jaruri Ho Jata Hai. Yes, Main Already Ye Kar Chuka Hu Or Ad PlaceMeinnt Optimization Ke Dama Par Hi Meinri Adsense Earning 60% Increase Hue Hai Or Aaj Main Adsense Se Good Earnings Kar Raha Hu.

Top 5 Adsense Ad PlaceMeinnt Optimize Formulas For Mobile Traffic:

1. A Large Mobile Banner Ads:

Generally, Adsense Publisher Ye Sochte Hai Ki Banner Ads Only Desktop Version Mein Hi Better Work Karta Hai. But Ye 100% Sahih Nahe Hai. Maine Ye Test Kiya Hai Ki Mobile Mein Top Par Banner Ad Sabse Zyada Effective Hota Hai.

Kisi Bhe Site Par Header Ya Web Pages Ke Top Mein Mobile Banner Ads Like 320x100 Ad Unit Se Zyada Money Earn Ki Ja Sakti Hai Kyuki Is Par Clicks Or Cpc Dono Zyada Huti Hai. Aap Wbesite Ke Mobile Version Mein Header Or Post Title Ke Bad Ya Pahle Banner Ad Use Kar Saktein Hain.. Header Mein 320x100 Or Page Title Ke Bad 300x250 Size Ka Ad Unit Best Hota Hai.

Google Adsense Policy Ke Anusar Bhe Ye Btaya Gaya Hai Ki Site Par Top Mein Mobile Banner Ad Lagana Better Hai. Meinra Bhe Ye Personal Experience Hai Ki Site Par Top ParBaqi Ad Unit Se Zyada Banner Ad Better Hota Hai.

2. Hide Sidebar Ads On Tablet And Mobiles:

All Websites Or Blog Ke Liaye Sidebar Important Hota Hai. But Sirf Desktop Ke Liaye Mobile Version Mein Site Sidebar Itna Effective Nahe Hota. Actually, Mobile Mein Web Pages Ko Open Karne Apr Sitebar Bottom Mein Sabse Last Mein Show Hota Hai Or Only 20% Visitors Hi Sidebar Tak Scroll Kar Pate Hai.

Isi Reason Ki Wajah Se Mobile Traffic Se Sidebar Ads Par Bahut Hi Kam Clicks Milte Hai. I Know Sidebar Ads Ki Cpc High Huti Hai. But Jis Place Par Ads Par Clicks Kam Ho Or Impressions Bahut Zyada Ho Usse Humare Site Par High Paying Ads Show Hone Kam Ho Jate Hai.

Mostly Worldpress TheMein And Blogspot Template Mein Webpages Par Sidebar Ko Hide Karne Kea Feature Hota Hai. Butagar Aap Ke Site Par Ye Feature Nahe Hai To Aap Easily Css Coding Ki Help Se Sidebar Ko Hide / Show Kar Saktein Hain..

Halanki Apa Ye Apne  Marzi Se Kar Saktein Hain. But Meinra Suggestion Hai Ki Site Sidebar Ko Only Posts And Pages Par Hide Karna Hai Baqi HoMeinpage Frontpage, Archives, Category And Tags Par Sidebar Show Karna Hai.

Because In Subhe Web Page Par Content Length Short Huti Hai Only Long Posts Par Content Length Zyada Huti Hai Jisse User Ko Scroll Karne Mein Proble Huti Hai. Mobile Traffic Ke Liaye Ye Formula 100% Effective Sabit Hoga Aap Try Kar Sakte Hai.

3. Choose Best Ad Grouping Top, Middle And Bottom:

Aap Ne Bahut Se Adsense Ad PlaceMeinnt Articles Mein Padha Hoga Ki Site Web Page Par Top, Middle Or Bottom Mein Ad Unit Place Karna Better Hota Hai. Maine Bhe Apne Old Articles Mein Iske Bare Mein Btaya Hua Hai. Aaj Main Aapko Btaun Gi Ki Mobile Version Mein Post Content Ke Top, Middle And Bottom Mein Kis Size Ke Ad Unit Istemal Karta Better Hai.

Main Yaha Aapko Un Ad Groups Ke Bare Mein Bta Raha Hu Jin Se Maine Apne  Site Par Good Revenue Generate Ki Hai. Humare Par Post Content Mein Adsense Ad PlaceMeinnt Karne Ke Liaye 3 Best Options Hute Hai.

1. The First Ad Was Below The Title And Above The First Paragraph.

2. The Second Ad Was Placed After The 5th To 7th Paragraph And Middle Of The Post.

3.  The Final Ad Was Placed At The End Of The Post.

Lagbhag Har Adsense PlaceMeinnt Expert Yahi Btate Hai. But Main Aapko Suggest Karun Gi. Ki Iske Sath Aap Ye 2 Tips Or Follow Kare. I Know Ye Meinre Liaye Best Work Karta Hai To Dusre Ke Liaye Karega Ya Nahe But Aap Try Jarur Kar Sakte Hai.

1. Ad Adsense Ad After The First Second Or Third Paragraph.

2. Ad Adsense Ad Before The Last Second Or Third Paragraph.

Meinra Kahna Ka Matlab Ye Nahe Hai Ki Top, Middle Or Bottom Mein Ad Unit Better Work Nahe Karte Hai. Yaqeen Karte Hai But Inke Alawa Post Content Mein First And Last Mein 2 And 3 Paragraph Se Pahle Or Bad Mein Ad Unit Place Karne Se Bhe Better Results Milta Hai.

4. Choose Best And Responsive Ad Units:

Mobile Traffic Ke Liaye Adsense Ad PlaceMeinnt Optimize Karne Ke Bare Mein Sun Kar Aapke Man Mein Ye Sawal Jarur Aaya Hoga Ki Mobile Users Ke Liaye Kis Sieze Ke Ad Units Better Hute Hai Or Kis Place Par Kis Site Ka Ad Istemal Karna Chahiaye.

Mobile Users Ke Liaye Sabse Better Responsive Ad Unita Hota Hai Kyuki Ye All Device Screen Ke Anusar Fit Show Hota Hai. Halanki Ye All TiMein Better Work Nahe Karta But Baqi Ad Units Ki Compare Mein Ye Better Hai. Iske Alawa Aap Ye Ad Unit Istemal Kar Saktein Hain..

1. Responsive - Automatic Size (RecomMeinnded)

2. 320*100 - Large Mobile Banner.

3. 320*50 - Mobile Banner.

4. 300*250 - Meindium Rectangle.

5. 25-*250 - Square.

6. Custom Size Ad Units.

Main InMein Se Responsive, 300x250 And 320x100 Size Ke Ad Unit Istemal Karta Hu Jin Se Mujhe Baqi Subhe Un Unit Se Better Results Mile Hai. Sabse Important Responsive Ad Unit Hai.

5. Your Experience & SoMein Other Meinthos:

Your Experience: Sirf Dusro Ki Btaye Tips And Tricks Par Kaam Karne Se Hum Unke Jitna Ya Unse Kam Hi Kar Saktein Hain.. Unse Aage Niklne Or Unse Better Karne Ke Liaye HuMein Khud Ke Idea, Plans Banane Honge. Yaqeen Aap Aesa Kar Saktein Hain. But Aapko Starting Karne Ki Jarurat Hai. Main Iske Kuch Point Aapko Bta Deta Hu.

Always Use Custom  Channel And Url Channels.

Always Check Your Ad Units Performance Reports.

Always Use Google Analytics And Views Adsense Reports.

Always Try Your Own Tricks And Try SoMeinthing New.

Newbie Adsense Publisher Ko Ad PlaceMeinnt Ke Bare Mein Zyada Ya Full Information Nahe Huti Or Wo Custom Channel Jaise Adsense Ke Important Features Ke Bare Mein Anhi Jante. Jiski Wajah Se Wo Adsense Se Good Earning Nahe Kar Pate Hai. Sabse Badi Mistake Adsense Ad Units Ki Performance Reports Check Nahe Karna.

HaMein Ye Pata Hona Chahiaye Ki Humare Site Par Kis Ad Unit Se Kitni Earning Ho Rahi Hai Or Wo Kaisa Performance Kar Raha Hai. Bina Iski Jankari Ke Koe Bhe Adsense Publisher Achhi Kamai Nahe Kar Sakta. Jis Ad Unit Se Better Result Na Mile Use Remove Karke Kahi Or Place Par Add Karke Try Karo Or Jaha Aapko Clicks Zyada Or Cpc Good Mile Waha Par Ad Place Kare.

Try SoMein Other Meinthos: Yaha Par Main Un Jaruri Matters Ko Meinntion Karun Gi. Jo Har Ek Adsense Publisher Ke Liaye Hai. Jis Tarah Ek Illiterate Person Book Ka Sahih Istemal Nahe Kar Sakta. SaMein Usi Tarah Google Adsense Ke Bare Mein Knowledge Na Rakhne Wala KaBhe Bhe Adsense Ka Sahih Istemal Nahe Kar Sakta Or Adsense Se Good Revenue Earn Nahe Kar Saktain.

Also Read: Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye

Aapko Adsense PlaceMeinnt Policy, Adsense Terms & Conditions Ke Bare Mein Full Nahe To Basic Information To Honi Hi Chahiaye. Aapko Adsense Se Lako Mein Kamayi Karni Hai To Aapko Ye Karna Hi Hoga. Aap Jitna Adsense Ke Bare Mein Sikhoge Utna Hi Apne  Adsense Earnings Ko Increase Kar Sakoge.

Maine Upar Btaye Mobile Traffic Ke Liaye In Ad PlaceMeinnt Optimization Tips And Strategies Ko Follow Kiya. Jiske Bad Meinri Adsense Revenue 70% Tak Increase Hue. Aap Bhe Mobile Users Ke Liaye In Tricks Ko Follow Karke Apne  Adsense IncoMein Ko Badha Saktein Hain.. In Formulas Se Aap Apne  Site Par Monthly Or Yearly Adsense Earnings Ko $500, $700, $1000 To $5000 Easily Boost Kar Saktein Hain..

I Hope You May Like This Adsense Tutorial. If Yes Then Also Read Google Adsense Se Low Earnings Hone Ke 5 Big Reason


Post a Comment

0 Comments