Google AdSense Earning Increase Karne Ke Treeqe Kia Hain - 3 killer Tips

Google Adsense Website, Blog Se Earning Karne Ka Sabse Top, Best And Popular Tarika Hai Lekin Bohat Se Blogger Achha Traffic Hone Ke Bavjood Adsense Se Achhi Earning Nahi Kar Pate Hai Aur Kuch Log Kam Traffic Par Bhi Adsense Se Adhik Earning Kar Lete Hai. Is Post mein mein Google Adsense Earning Increase Karne Ki 3 Master Tricks Btaunga Jo 100% Working Hai Jisse Aapki Adsense Income Aasani Se Badh Jayegi.

Main Pahle Bhi Is Topic Par Kai Article Likh Chuka Hu Lekin Aaj Sirf Aur Sirf 3 Tricks Btaunga. I Know, Aapne Inke Bare mein Suna Hoga Lekin Ab Follow Karke Dekhe, meinra Personal Experience Hai Ki Inse Aapki Earning 30% - 50% Boost Ho Jayegi.


10 Tricks Jinse meinre Adsense Earning Duable Ho Gayi


Website Par Jitna Zyada Traffic Hoga Uski Adsense Earning Utni Hi Zyada Hogi, Ye Zaruri Nahi Hai. Ek 10k Daily Traffic Wali Site Se 100k Per Day Traffic Wali Site Se Zyada Earning Kar Sakte Hai Bas Aapko Adsense Optimizing Aani Chahiye.


Google Adsense Earning Increase Karne Ki 3 Master Tips


1 Saal Pahle meinre Is Site Par Adsense Se Jo Earning Hoti Thi Aaj Isi Site Se Usse Bhi Kam Traffic Par Dugni Earning Hoti Hai Aur Iski Wajah Sirf Ye 3 Tarike Hai Jo Main Use Karta Hu. Chaliye Ab Main Aapko Bta Hu Adsense Earning Kaise Badhahye, 3 Master Tricks Ke Bare mein.



1. Use Adsense Native Ads


In Today, Google Adsense Hume 6-7 Type Ke Advertisement Provide Karta Hai Jo Ki Humari Site Ke Har Type Ke Traffic Se Related Hote Hai. Adsense Hume Nimn Ad Unit Provide Karta Hai.


Link Ads


Text Ads


Display Ads


Text & Display Ads


Matched Content Ads


In-Feed Ads


In-Article Ads

2. Improve Site Page Speed


Google Adsense Se Zyada Earning Karne Ke Liaye Sabse Zyada Zaruri Hai, Aapki Site Ka Fast Lading Hona. Agar Aapki Site Ki Speed Bohat Slow Hai To Achha Traffic Hone Par Bhi Aapki 50% Income Kam Hogi.


Aap Kis Tara Site Ko Speed Up Karenge Mujhe Nahi Pata Lekin Itna Bta Deta Hu Ki Aapki Site Jitni Fast Load Hogi Adsense Earning Bhi Utni Hi Zyada Hogi. Main Ye Confirm Kar Chuka Hu.

Blog Ko Sahih Se Speed Up Karne Ke Bare mein 7 Zaruri Tips

Kuch Log Site Page mein Bohat Zyada Ad Unit Display Karte Hai Jisse Site Ki Speed Aur Zyada Slow Ho Jati Hai Aur Ad Click Kam Milte Hai,, Natijan Adsense Earning Badhne Ki Jagah Kam Ho Jati Hai.

2.Improve Ad Viewability

Abhe Google Adsense Par Jayiye Aur Pageviews And Impressions Check Kijiye Fir Google Analytics Par Jayiye Aur Pageviews Report Check Kijiye. I'm Sure Aapko Dono Ke Traffic mein Kafi Different Milega. Ab Aap Yesterday Ya Last Some Day Ki Traffic Report Compare Karke Dekhiye.


Aapki Site Ka 30% Se Zyada Traffic Bekar Ja Raha Hoga Aur Sirf 70% (Lagbhag) User Hi Adsense Ads Dekh Pa Rahe Honge Ya Fir Ye Percentage Aur Bhi Jayda Ho Sakti Hai.


Iski Wajah Aapki Site Par Adsense Ads Ke Proper Load Na Hone Aur Aapke User Ke Ad Blocker Istemal Karna Hai. Ad Blocker Disable Karne Aur Ads Ko Sahi Se Load Karne Par Work Kare.

Har Site Ke Audience Ki Pasand Alag Alag Hoti Hai. Aap Apni Site Ke Owner Hai Sabse Behtar Jante Hai Ki Aapke Audience Ko Kya Pasand Hai Aur Agar Aapko Nahi Bhi Pata Hai To Apa Experiment Karke Dekh Sakte Hai Aur Pata Laga Sakte Hai Ki Aapke Liaye Kis Type Ke Ads Zyada Beneficially Hai.

Ye 3 Master Tricks Aapki Adsense Earning Ko Double Kar Skate Hai Bas Aapko Inhe Sahi Tarike Se Apni Site mein Apply Karna Hoga. Mujhe Pata Hai, Shayad Aapne Inke Bare mein Pahle Bhi Padh Aur Sun Rakha Hoga Lekin Is Post Ko Padhne Ke Bad Apne Aap Se Ek Sawal Pucho "Main Ye Trick Aapko Kyu Bta Raha Hu?'


Kiun Ke Mujhe Inse Bohat Fayda Hua Hai Siliye Main Inhe Google Adsense Master Tips Name De Raha Hu. Ab Apki Marzi Aage Kya Karna Hai, Is Post Ko Padh Kar Ignore Karna Hai Ya Is Par Amal Karna Hai.

Responsive Ad Units Se Adsense Earning Increase Kaise Kare

Top 10 Simple Tips Google Adsense Earning Increase Karne Ke Liaye


Post a Comment

0 Comments