Mobile Traffic Ke Liaye Adsense Ad Optimization Karne Ki 5 KillerTips

Mobile Traffic Ke Liaye Adsense Ad Optimization Karne Ki 3 Killertips



Aap Google Adsense Publisher Hu Sakte Hai Or Hu Sakta Hai Aap Pahle Se Adsense Advertisemeinnt Se Achhe Earning Kar Rahe Hu. But Kya Aapko Adsense Optimization Ke Bare Mein Pata Hai Mostly Mobile Ads Optimization Ke Bare Mein Kiun Ke 80% Website Or Blog Par Mobile Traffic Zyada Huta Hai. Is Post Mein Main Mobile Device Mein Google Adsense Ads Ke Top Sizes Ke Bare Mein Btaunga Jinse Aap Zyada Paise Kama Sakte Hai.

Agar Aap Last 1-2 Year Se Google Adsense Se Earning Kar Rahe Hai To Aapko Ye Btane Ki Jarurat Nahe Hai Ki Desktop Ki Tulna Mein Mobile Ads Se Zyada IncomeHuti Hai. Google Search Engine Bhe Ab Mobile Optimization Par Zyada Focus Karta Hai. So Agar Aapko Mobile User Se Achhe Kamai Karni Hai To Mobile Device Mein Kis Size Ke Adsense Ads Se Zyada Earning Huti Hai Ka Pata Huna Chahiye.

Har Saal Mobile User Or Android SmartpHune Use Karne Wali Ki Sankhya Badh Rahi Hai. People Desktop Computer Ki Tulna Mein Apne Mobile Device Mein Internet Browsing Karte Hai Or Mobile Par Hi Websites Or Blogs Pages Ko Read Karte Hai. IsiLiaye Agar Aap Adsense Se Zyada Earning Karna Chahate Hai To Mobile User Ke Liaye Google Adsense Mobile Ads Optimization Karna Jaruri Hai.

Google Adsense Guide In Hindi: Adsense All Tutorial List


Main Yaha Mobile Ads Optimization Or Un Adsense Ads Size Ke Bare Mein Btaunga Jin Par Mobile Device Sabse Zyada Click, Sabse Zyada CPC Milti Hai Or Mobile User Unmein Zyada Interest Lete Hai.


Mobile Mein Adsense Ads Optimizate Kaise Kare - 3 Best Tips


Yaha Par Btayi Gayi Adsense Optimize Or Adsense Ad Placement Optimization Tips Mobile User Ke Liaye Better Experimeinnt Sabit Hungi, Mobile Devices Se Better Performance Milegi Or Aap Adsense Mobile Ads Se Zyada Revenue Earn Kar Sakoge.


Agar Main All Mobile Ads Optimization Tips Ke Bare Mein Bat Karun gi To Uske Liaye Yeh Post Kafi Nahe Hugi Or Naa Hi Aap Itna Read Ka Sktain Ge, So Mein Aap Ko Un Top 3 Mobile Ads Optimized Tips Ke Bare Mein Btaun giJo Sabse Zyada Workable Or Beneficially Hai.

3 Tips To Optimize Mobile Web Earnings

1. Select Optimal Ad Sizes

Jab Bhe Adsense Ads Optimization Ki Bat Aate Hai To Dimag Mein Sabse First Ek He Sawal Aata Hai Ki Kis Screen Mein Konsa Size Zyada Better Huta Hai. Mobile Mein Bhe Ye Sabse Zyada Important Hai.

Aap Adsense Par Aapko Recommended, Horizontal Banner, Verical Banner, Rectangular, Responsive, Custom Size And Links Size Ke Ads Milenge But Ye SaBhe Mobile Screen Par Proper Work Nahe Karte.In mein Se Kuch Ad Size Better Performance Dete Hai Jinmein Se Sabse Zyada Better Performance Dene Wale Optimal Ad Size Yeh Hai.

1. 300*250 Meindium Rectangle: Mobile Device Mein Ye Ad Size Sabse Better Or No.1 Performance Deta Hai. Is Par Aapko Sabse Zyada Clicks Or CPC Milegi.

2. 336*280 Large Rectangle: Android SmartpHune Ke Liaye Ye Ad Size Sabse Better Hai.

3. 320*100 Large Mobile Banner: Agar Aap Mobile Mein Banner Ad Use Karna Chahate Hai To Ye Ad Size Sabse Zyada Effective Hai.

4. 320*50 Mobile Banner: Small Mobiles User Ke Liaye Yeh Mobile Banner Ad Size Better Hai

2. Try Responsive Ad Units

Main Last 2 Year Se Google Adsense Istemal Kar Raha Hu Is Bich Maine Kafi Adsense Ads Placement Or Size Optimization Karke Dekhe But Un SaBhe Mein Responsive Ad Units Sabse Zyada Better Performance Dete Hai.

Finally, Main Last Kai Month Se Responsive Ad Units Use Karta Hai But Jaruri Nahe Hai Ki Jo Trick Mere Liaye Kaam Kare Wo Sabke Liaye Kaam Karegi.

So Main Aapko All Ad Units Ki Jagah Responsive Ad Units Use Karne Ke Liaye Nahe Kahuna But Aap Un Ad Units Ki Jagah Responsive Size Ke Ad Use Kar Sakte Hai Jin Ads Ki Low Performance Hai Or Jinse Aapko Kam Benefit Mil Raha Hai.

Responsive Ad Unit Ke Alawa Aap Mobile Mein Agar Full-Width Responsive Ad Unit Use Kare To Aapko Or Zyada Fayda Huga.

Actually, All Website Or Blogs Par Content Ke Side Mein Padding And Margin Ka Space Add Huta Hai Or Jab Use Content Page Ko Mobile Mein Open Karte Hai To Content Size Mein 5px, 10px Ya 20px Ka Space Rah Jata Hai.


For Example, Aapki Site Content Mein 10px Ka Space Laga Hai To Mobile Mein Wo Left 10px + Right 10px = 20px Hu Jayega. Ab Koi User Agar Aapki Site Ko 300px Width Size Screen Wale Mobile PHune Mein Open Karega To Usmein Ad Ke Liaye 300px - 20px = 280px Jagah Hugi.

Ab 280px Width Ka Adsense Ads Huta Nahe Hai So Yaha 280px Se Kam Size Ka Ad Unit Show Huga. So Agar Aap Is Space Ko Khatm Kar Full Width 300px Place Mein Ad Show Karoge To Waha 300x250 Ad Unit Show Huga Or Aapko Pahle Se Better Result Milega.

3. Optimize Ad Placement

Adsense Ad Size Ke Alawa Ad Placement Sabse Zyada Important Hai. Ye Sirf Mobile Hi Nahe Balki Desktop, Laptop, Tablet And Other All Screen Size Ke Devices Ke Liaye Important Hai. Aap Jitna Better Ad Placement Karoge Utni Hi Achhe Earning Kar Paoge.


Mostly, Hum After Title, After First Paragraph, After Second Paragraph Place Par Ad Display Karte Hai But Mobile Mein Is Placement Mein Thoda Care Karne Ki Jarurat Hai. Mobile Mein Aap 3 Tarike Se Ad Placement Kar Sakte Hu.

After Title: Aap After Title Title Ad Show Kar Sakte Hu, Yeh Good Adsense Ad Placement Hai.

After Content: Content Ke Baad Ad Show Karna, Yeh Best Adsense Ad Placement Hai.

After First Paragraph: First Para Ke Bad Ad Show Karna, Yeh Excellent Adsense Ad Placement Hai.


Post a Comment

0 Comments