Kisi Site Mein Ap ka Adsense Ad Code Use Hune Par Kia Kare

 Kisi Site Mein Aapke Adsense Ad Code Use Hone Par Kya Kare

Koe Meinre Adsense Ad Code Use Kar Raha Hai Mai Kya Karu? Google Adsense Publisher Ke Liaye Ye Bahut Bada Sawal Hai Or Bahut Kam Publishers Ko Iska Solution Pata Hota Hai. Mostly New Blogger Ko To Iske Bare Mein Bilkul Bhe Pata Nahe Hota. Ye Problem Tab Huti Hai Jab Koe User Aapke Blog Ka Content Page Source Se Copy Karta Hai. UsMein Aapke Adsense Code Bhe Copy Ho Jate Hai Or Wo Jaise Hi Apne  Site Mein Content Paste Karta Hai Uski Site Mein Aapke Adsense Ad Show Hone Lag Jate Hai. Iski Wajah Se Aap Ke Adsense Revenue Kam Ho Sakti Hai. Agar Aapke Adsense Account Mein Aesi Warning Show Hue Hai To Is Post Mein Aapko Isko Solve Karne Ki Full Information Mil Jayegi.

Hello Adsense Publisher, Agar Aapko Adsense Mein Kisi Or Site Par Aapke Adsense  Ad Code Istemal Hone Ki Warning Mili Hai Or Aapko Adsense My Site >> Site ManageMeinnt Mein Aesi Site Ka Link Mila Hai Jo Aap Ke Website Nahe Hai To Ye Post Specially Aapke Liaye Hi Hai. Is Post Mein Main Aapko Apne Adsense Ad Code Ko Kisi Or Ke Upyog Karne Par Bad Effect Se Bachne Ka Tarika Btaun Gi.

Agar Koe Aap Ke Adsense Ad Code Istemal Karta Hai To Aap Ke Adsense Revenue Lost Ho Sakti Hai. Pahle Iska Koe Solution Nahe Tha But Ab Google Ne Iska Simple Solution Nikal Liya Hai. Ab Koe Bhe Aapke Ad Code Use Karega To Aapko Isse Koe Problem Nahe Hogi Or Na Hi Aap Ke Adsense Earning Par Koe Fark Padega. So Aao Jante Hai Ki Kaise Hum Apne Adsense Ad Code Ko Dusre Site Ya Blog Mein Use Hone Par Uske Bad Effect Se Bacha Ja Sakta Hai.

Google Adsense Se Low Earnings Hone Ke 5 Big Reasons

Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye

Aapko Iske Liaye Zyada Kuch Nahe Karna Hai Bas Adsense Account Mein Ek CHuti Si Simple Setting Karni Hai. Uske Bad Aapke Ad Code Ko Kisi Bhe Website Par Istemal Karne Par Aapke Adsense Account Mein Koe Fark Nahe Padega.

Google Adsense Mein Is Settings Ko Enable Karne Ke Bad Jab Koe Aapke Ad Code Use Karega To Uske Blog Par To Ad Show Honge But Isse Uski Koe Earning Nahe Hogi. Uski Site Par Hone Wale Ad Clicks And Impressions Aapke Adsense Account Mein Performance Report M Shonw Honge But Aap Ke Bhe Koe Earning Nahe Hogi.

You May See This Alert Warning On Your Adsense HoMeinpage:

"In The Past 7 Days, Your Ad Code Has Appeared A Significant Number Of TiMeins On Sites You Don’t Own. To Avoid Lost Revenue, Make Sure To Add These Sites To Your Verified Sites List In Site ManageMeinnt."

Yani Aapke Ad Code Kisi Or Site Par Use Hone Mein Aap Ke Ya Uski Kisi Ki IncoMein Nahe Hogi Or Ad Par Clicks Hone Par Earning Google Ke Pas Hi Rahegi. Agar Aap Ye Setting Enable Nahe Karte Hai To Aap Ke Adsense Revenue Kam Ho Sakti Hai Or Aapke Adsense Account Par Iske Bad Effect Pad Sakte Hai.

What I Do If Other Sites Using My Adsense Ad Code - Full Information In Urdu
Aesi Website Jo Aap Ke Apne  Site Nahe Hai Par Google Adsense Ad Code Istemal Karna Adsense Policy Ka Violation Hota Hai. Aesi Site Se Cambat Karne Ke Liaye Aapko Apne Adsense Account Mein Total 2 Settings Karni Hogi. Inke Liaye Aap Ye Step Follow Kare.
1. Verify Your All Sites:
First Sign In Your Adsense Account. Sabse Pahle Aapko Apne  Un Subhe Sites Ko Adsense Mein Verify Karna Hai Jin Par Aap Adsense Ad Istemal Karte Ho. Iske Liaye Aap First Adsense.Com Par Jaye Or Apne  Gmail Id Se Log In Kare.
1. Ab Left Sidebar Mein Settings Par Click Kare.
2. Ab Drop Down Meinnu Mein My Sites Par Click Kare.
3. Ab Drop Down Sidebar Mein Overview Select Kare.
4. Ab Apne  Site List Mein Apne  Subhe Sites Ke Links Check Kar Le Or Agar Kisi Site Na Link Add Na Ho To Add Kar Le.
5. Aapko Jin Sites Ko Verify Karna Hai Un Par Click Karke Down Arrow Mein Right Side Mein Verify Sites Option Ko Enable Kare.
6. Verify Sites Par Click Karke Apne  All Sites Ke Samne Switch Ko Turn On Kar Sites Ko Verify Kare.
 
2. Only Allow Verify Sites To Use My Ad Code:
Own Sites Ko Verify Karne Ke Bad Aapko Second Site Authorization Ki Setting Karni Hai. Site Authorization Google Adsense Ka Ek Optional Feature Hai Jo Aap Ke Verify Sites Ko Identify Karta Hai Or Only Unhi Sites Par Google Ad Code Istemal Karne Ki Permission Deta Hai. I Meinan Site Authorization Optional Feature Sirf Aap Ke Verify Sites Par Google Adsense Ads Show Karna Permitted Allow Karta Hai.
Step 1:
1. Adsense Par Jaye Or Left Sidebar Mein Settings Par Click Kare.
2. Ab My Sites Par Click Kare.
3. Drop Down Meinnu Mein Overview Select Kare.
4. Ab Right Side Mein Three Point Meinnu Par Click Kare.
5. Ab Ek CHuti Sa Pop Up Page Khulega UsMein Site Authorization Par Click Kare.
 
Step 2:
1. Ab Ek Pop-Up Windows Open Hogi UsMein "Only Authorization My Verified Sites To Use My Ad Code" Ke Samne Siwtch Turn Kar Site Authorization Setting Enable Kare.
2. Last Mein Save Par Option Click Kare.
 
Ek Bar Aapke Sites Verify Karne Or Site Authorization Feature Ko Turn On Karne Ke Bad Aapke Ad Unverified Sites Par Show To Honge Or Clicks Or Impressions Bhe Aapke Account Ki Performance Report Mein Count Honge But Isse Aap Ke Koe Earning Nahe Hogi. Aapke Settings Complete Set Karne Ke Bad Ise Proper Work Karne Mein 48 Hours Tak Lag Sakte Hai.
Iske Bad Adsense Policy Own Sites Ke Alawa Another Other Sites Par Ad Show Karne Ki Policy Ka Violation Nahe Hoga. Jo Website Ya Blog Owner Aapke Ad Code Use Karenge Unki Sites Or Blog Ke Links Aapke Adsense Site ManageMeinnt Mein Show Honge. Sath Hi In Site Ke Urls Performance Report Mein Bh Ishow Honge But Ab Aapke Adsense Account Par Inka Koe Bad Effect Nahe Padega.
Google Adsense Ke Policy Violation Se Bachne Ki 10 Best Tips
Invalid Click Activity Ki Google Adsense Team Ko Report Kaise Kare
Yani Aapke Adsense Account Mein Data Report ABhe Bhe Record Hogi But Ab Aapka Adsense Account Secure Hai. Ab Aapke Adsense Ad Code Kisi Or Site Par Use Hone Par Bhe Aapko Koe Problem Nahe Hogi. Agar Aapko Ye Post Pasand Aaye To Ye Post Bhe Padhe Mobile Users Ke Liaye Adsense Ad PlaceMeinnt Optimize Kaise Kare.
Agar Aapko Adsense Ad Code Ko Safe Rakhne Ki Or Adsense Policy Violation Se Bachne Ki Ye Jankari Achhi Lage To Ise Other Adsense Publisher Ke Sath Share Jarur Kare.

Post a Comment

0 Comments