Urdu Blog Par Traffic Kaise Badhaye
Urdu Blog Par High Traffic Hona Buhat Mushkel Hai. Kiun Ke Urdu Language All Countries Main Available Nahe Hai. Urdu Blog Ka Most Target Pakistan He Hota Hai OrUrdu Blog Par 70% Traffic Bhi Pakistan Se He Milta Hai. So Important Sawal Ye Hai Ke Urdu Blog Par Traffic Kaise Badhaye. Kia Urdu Blog Par Bhe Hum High Traffic Bana Sakte Hain aur Urdu Blog Par Traffic Kaise Badhaye ? Bilkul Bana Sakte Hai But Uske Liaye Humain Peihle Urdu Google Blogger Ko Ache Se Janna Huga.
Urdu Blog Par High Traffic Kaise Banaye:
Jab Main ne Google Blogger Start Ke The Tou Mujhe Agle Ek Mahene Main 300-500 Pageviews Per Day Milne Lag Gaiye The. Mere Blog Par Sab Se Zyada Traffic Search Engine Se Aata Tha Or Aaj Bhe Sab Se Zyada Traffic Search Engine Se He Milta Hai.
Aaj Mujhe Google Blogger Main 7 Month Ho Gaye Hai. Aaj 7 Mahene Bad Mare Blog Par 8,000 To 10,000 Pageviews Per Day Hai Yani In 7 Mahenoun Main Main ne Blog Ka Traffic Itna Badha Hai Wo Bhi Ek Urdu Blog Par. So Mai Si Bat Ko Nahe Manta Ke Urdu Blog Par High Traffic Nahe Ho Sakta.
- Micro-Niche Site Kaise Banaye $1000 Monthly Kamane Ke Liye in Urdu
- Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye in Urdu
Main Ne Itne Kam Aarshy Main Apne Blog Ke Traffic Ko Itna Increase Kaise Keya Hai. Us Sab Ke Bare Main Main Aap ko Is Post Main Details Se Bta Raha Hu. Agar Aap Is Post Ko Ache Se Follow Karo Ge Tou Aap Ke Blog Par Mujhse Bhe Jyada Traffic Hoga.
Main Aisi Ummeed BhI Rakhta Hu Ke Mainra Har Ek Reader Apne Mission Main Success Bane Or Mainri Mainhanat Ko Aasan Banaye. To Aayiye Aaj Hum Bat Karte Hai Ke Ek Urdu Blog Par High Traffic Kamane Ke Liaye Hum Kya Kya Kar Sakte Hai.
Urdu Blog Par High Traffic Banane Ki 10 Important Tips
Is Article Main Mai Aapke Sath Aysi Bate Share Kar Raha Hu. Jinhe Follow Kar Ke Main ne https://urdubloggertipspk.blogspot.com/ Ko Yahan Tak Pahuchaya Hai. But Post Padhne Se Pahle Aap Tay Kar Le Ke Aap Ache Maihnat Karne Wale Ho Kiun ke Bina Maihnat Ke Aap Kesi Bhe Trick Se Apni Site Ke Traffic Improve Nahe Kar Sakte.
1. Choose Better Blogging Platform:
Jab Main ne Apna Blog Banaya Tha Tou Mare Samne Sabse Pahla Sawal Tha Ke Mai Apna Blog Kis Platform Par Banau. Main ne Iske Bare Main Dusre Blogger Se Pata Keya To Sab Ne Mujhe Google Ke Free Service Blogger.Com Or Wordpress Ko Use Karne Ke Liye Kaha.
Ab Mare Liye Ye Sawal Ban Gaya Ke In Donoun Main Se Kounsa Better Hai Or Mai Kes Par Blog Banu. Mere Dimag Main Ek Idea Aaya Ke Kiun Na Pahle Google Ke Free Service Blogger Ko He Try Keya Jaye Or July 2015 Ko Maine Blogger Par Apna Free Blog Bana Liya.
But 40-50 Days Main Mai Blogger Ke Bare Main Sabkuch Jan Gaya Or Mujhe Ahsas Hua Ke Blogger Par Humain Apne Blog Ko Control Karne Ke Full Permission Nahe Hote Hai. Is liaye Main ne WordPress Ko Try Kia. Isi wajha se Main ne Digital Ocean 30 Days Free Hosting Le Kar WordPress Blog Banaya.
Fantastic, Waqaie WordPress Blogger Se 1000 Guna Zyada Better Tha. Kiun ke WordPress Par Unlimited Features The Or Us Par Humara Pora Control Tha. Bas Main ne Apne Blogspot Blog Ko WordPress Par Trasfer Kar Liya. Or Aaj Main Kah Sakta Hu Ke Agar Google Blogger Silver Hai To Wordpress Gold Hai.
Yaane WordPress Blogger Se Har Tarah Se Better Blogging Platform Hai. AAP ko Agar WordPress Ke Ache Maloomat Hai Tou Main Aapko Suggest Karun ga, Ke Aap WordPress Par He Blog Banaye. Or Agar Aap Blogging Main Bilkul New Ho Tou Aap Pahle Blogger Free Blog Bana Kar Kuch Time main Blogging Ko Samajh Lein. Us ke Bad Aap WordPress Par Bhi kam Kar Sakte Hain.
2. Select Best Urdu Typing Tool:
Urdu Blogging Karne Main Sabse Badi Problem Hoti Hai Ke Urdu Words Main Kaise Likhe. Internet Par Aysi Bahut Se Tools Hai Jin Par Aap Urdu Main Typing Kar Sakte Ho. But Uske Liye Aapko Bar Bar Urdu Typing Tool Se Copy Paste Karne Ke Problem Hoti Hai. Internet Ne Bhe Aaj Bahut Tarakke Kar Li Hai Or Aapko Yahan Aysi Tools Mil Jayegi Jinse Aap Offlines Bhe Type Kar Sakte Hai.
Ji Ha, Main Bat Kar Raha Hu Google Ke Urdu Typing Offline Tools Ke Jisse Aap Bina Internet On Ke liayApne Computer Ya Laptop Main Kahe Par Bhi Urdu Main Type Kar Sakte Hai. Isse Aapko Urdu Main Blogging Karne Main Aasani Hogi Or Aapka Waqt Bhe West Nahe Hoga.
Google Urdu Typing Tool Ko Download Karne E Liye Yahan Click Kare
Apne Online Business Ko Improve Karne Ke 5 Jabardast Tarike
3. Select Best Blog Namain & URL:
Blog Ka Badheya Namain Choose Kare. Blog Ka Nae Jitna Short, Simple, Eye-Catching Hona Chaheye. Or Sabse Ache Bat Hogi Agar Aapke Blog Ke Namain Se He Pata Chal Jaye Ke Aapke Blog Par Kaisi Jankari Share Ke Jati Hai. Blog Ka Jitna Ho Sake Chota Namain Choose Kareen Or Aaisi Namain Choose Kare Jise Reader Aasani Se Yaad Rakh Sake.
Jab Main Ne Blog Banaya To Mare Blog Ka Nam Ajeeb Tha. But Ye Bahut Bada Or Isse Mai Apne Blog Par Sirf Helping Articles He Likh Sakta Tha. Tab Maine https://urdubloggertipspk.blogspot.com/ Domain Select Keya Or Mujhe Lagta Hai Mai Is Namain Ke Blog Par Blogging Ke Elawa Other Category Ke Malommat Bhe Share Kar Sakta Hu.
4. Focus One Particular Area:
Agar Aap Blog Par Har Tarah Ke Malommat Share Kar Rahe Hai To Savdhan Ho Jayiye. Aap Galat Raste Par Ja Rae Jo Aapke Manzil Tak Nahe Jata Hai. Blogging Ke Nahe Aap Koi Bhe Kaam Karo To Aapka Ek Focus Topic Hona Chaiye. Aagar Aap Apne Blog Par Har Tarah Ke Jankari Share Karoge To Aapko Regular Reader Nahe Milenge.
Example Jaise Mai Urdu Blogging Tips Pk Par Google Blogger Par Post Likhta Hu, Mere Regular Visitors Ko Meri Post Ka Daily Intjar Rahta Hai Ke Is Blog Par Roj Koe Na Koi New Post Padhne Ko Milegi Or Agar Main Apna Blogging Ka Topic Chod Kar Jokes, Shayari And Other Kesi Topic Par Post Karne Lagu Tou Koun Mari Site Par Regular Aayega. Ulta Mere Regular Reader Mare Blog Par Visit Karna Chod Sakte Hai.
Is lie Blog Par Ek He Topic Ko Focus Kar Article Likhe? Ye Ek Free Tips Hai Blog Par High Traffic Banane Ke Or Apne Audience Ka Dil Jitne Ke. Pichle Kuch Timain Se Mai Sirf Blog SEO Ke Bare Main Articles Likh Raha Hu. Jis Se Maine Blog Ka Traffic Per Day Increase Ho Raha Hai. Or Aane Wale Timain Main Bhe Main Blogging Par He Focus Kar Blogging Karunga. Isi Tarah Aap Bhe Apne Blog Ke Liye Ek Particuler Area Fix Kar Sakte Ho.
Black Hat SEO Vs White Hat SEO Kya Hota Hai iN Urdu Guideline
5. Make Better Your Feeling:
Main ne Ja Blogging Main Kada Main Rakha Tou Usi Waqt Soch Liya Tha Ke Ek Din Mujhe Apne Blog Ko India Ka No.1 Urdu Blog Banana Hai. Yaken Maniye Ye Trick 100% Wok Karti Hai. Isse Humain Blogging Karne Ke Power Milti Hai Or Ek Tarah Se Ye Humar Mission Ban Jata Hai.
Example Ke Liye Aap URDU BLOGGER TIPS PK Ko Dekh Sakte Hai Ke Maine Apne Blog Ko Last 7 Month Main Ketna Increase Keya Hai. Ye Bat Mainre Reader Yani Aap Mujhse Behtar Jante Hai. Or Mujhe Yaqeen Hai Ke Ek Din Mai Apni Manzil Tak Jarur Pahuch Jaunga.
Isi Tarah Aap Bhe Apne Blog Ke Liye Ek Mission Ban Lijiye Or Fir Dekheye Google Blogger Karne Main Ketna Maza Aata Hai. I Promise Aapka Andaz He Badal Jayega. Or Aapka Sapna Ek Din Hakekat Ban Jayega. Bas Iske Liye Aapko Hard Work aur Mainhanat Karni Padegi.
Blogspot Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Puri Maloomat In Urdu
6. Make Best Talent:
Talent Ka Matlab Hota Hai Aapka Post Likhne Ka Tarika Or Har Google Blogger Janta Hai Ke Blogging Main Google Blogger Ka Talent Ketna Important Hota Hai. Reader Sabse Jyada Aapke Talent Ko He Pasand Karte Hai. So Apne Post Likhne Ke Tarike Ko Jitna Ho Sake Effective Banaye. Jisse Aapke Post Padhte He User Aapke Fan Ban Jaye Or Aapke Site Par Bar Bar Visit Karna Pasand Kare. Mera Promise Hai, Agar Reader Ko Aapka Talent Pasand Aaye ga Tou Wo Aapka Continue Visitor Ban Jayega. Jisse Aapke Blog Ke Traffic Kam Samay Main Increase Ho Jayegi.
Aapka Talent Only Visitors Ke Liaye He Important Nahe Hai, Balke Search Engine Bhe Ache Talent Ke Post Ko Jyada Like Karta Hai Or Aapke Post Ko Jaldi Index Karta Hai. Isse Aapke Blog Ke Search Engine Rankeng Improve Hogi.
Backlinks Kya Hai Or Ye Blog SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hote Hai
7. Use High Rankeng English Words:
Manta Hu Ke Aap Ek Urdu Google Blogger Hai But Apni Post Main English Word Use Na Karne Ke Kasam Na Khaye. Search Engine Se Better Traffic Pane Ke Liaye Post Main Top Keywords Ke Zarurat Hoti Hai. Or High Ranking Keywords Hum English Main He Use Kar Sakte Hain. Is liaye Post Likhte Tamam Important Words Ko English Main He Use Kare? Isse Aapke Post Ke Value Badhegi Or Aap Post Main Ayse Keywords Aasani Se Use Kar Sakte Ho. Jinhe Log Sabse Jyada Search Karte Hai.
Jo Log Internet Use Karte Hai Wo Thodi Bahut English Tou Jante He Hai Or Mostly Use Hone Wale English Words Jaise Advice, Post Content, Google Blogger, Popular, High Rank, Top List Articles, Best Tips, And Other Bahut Sare Words Hain. Jinke Bare Main Har Koi Samajhta Hai. Agar Aap In Words Ko English Main Use Karoge Tou Aap ke Visitors Ko Post Padhne Main Koe Problem Nahe Hugi Or Aapke Site Ke Search Ranking Bhi Better Ho Jaye gi. Or Sabse Barde Bat Aapko Bta Dou Ke Log Urdu Main Padhna Jarur Chahate Hai But Sabhe Search English Main He Karte Hai.
10 SEO Terms Jinke Bare Me Har Blogger Ko Pata Hona Chaheye in Urdu
8. Make Blog Simple Design:
Blog Ka Design Bhi Blog Par High Traffic Banane Main Help Karta Hai. Main ne Iske Bare Main Bahut Se Success Blogger Or Website Owner Se Bat Ke Sabhi Ka Ek He Jawab Tha Ke Blog Ka Simple Design SEO Ke Liye Zyada Better Hota Hai. Iske Sabse Badi Wajah Hai Visitors Or Search Engine Dono Bahut Zyada Colorful Design Ko Pasand Nahe Karte Hai. Main Aapko Yahan Point De Kar Samajha Raha Hu.
Blog Par Deep Color Use Nahe Kare. Kiun Ke Gahre Color Se Reader Ke Aankho Par Asar Padta Hai Jisse Koi Bhe Aapke Site Par Visit Karna Pasand Nahe Karega.
- Blog Design Main 3-4 Color Se Jyada Color Use Na Kare.
- Jaha Tak Ho Sake Blog Main Fika Color He Use Kare.
- White, Black, Red, And Blue Color Websites Par Sabse Zyada Use Kia Jate Hai. So Aap Bhe Inhe Main Se Apna Color Select Kar Sakte Hai.
- Blog Par Bina Kaam Ke Extra Product Add Naa Kare.
- Blog Ko Itna Jyada Design Na Kare Ke Reader Ko Samajh Main Na Aaye Ke Kahan Kia Hai Or Kia Kahan Hai. Main Aapko Highly Recommend Karun ga Ke Aap Simple Design He Use Kare.
Blog Ki Traffic Ghatane Wali 10 Badi Mistakes In Urdu
9. Don't Create Many Blog:
Agar Aap Apne Blog Ko Ek Din Top Blog Main Dekhna Chahate Ho To Ek Samay Main Ek He Blog Banaye. Jisse Aap Us Blog Par 100% Focus Kar Sako Or Aapko Ek Se Jyada Blog Manage Karne Ke Problem Na Ho. Main Dusroun Ke Bat Nahe Karun ga Apni He Bat Karunga Main ne URDU BLOGGER TIPS PK Blog Banaye Huay Hain. Mujhe mere 3no Blogs Ko Manage Karne Main Ketni Problem Hote Hai. Wo Sab Main Aapke Sath Share Kar Raha Hu.
Humara Talent Kharab Ho Jata Hai. Kyuke Hum Sabhe Websites Par Ek He Talent Main Post Nahe Kar Sakte.
Ek Se Zyada Blog Hone Par Humara Dhyan Bat Jata Hai. Jisse Post Likhne Main Problem Hoti Hai.
Sab Main Alag Alag Maloomat Share Karni Padti Hai. Isliye Humara Interest Bigad Jata Hai.
Zyada Blog Bane Se Hum Kesi Ek Blog Par Focus Nahe Kar Pate Hai.
Sabse Bardi Problem Humain Visitors Ke Choice Samajhane Main Problem Hoti Hai.
Mera Yahan YeH Matlab Nahe Hai Ke Aap Ek Se Zyada Blog Bana He Nahe Sakte Ho. Bana Sakte Ho. But Pahle Apne Ek Blog Ko Top Rankeng Main Pahuchao. 100,000 Se Kam Rankeng Ke Blog Or Website Success Mane Jate Hai.
Search Engines Se Zyada Traffic Nahe Milne Ke 11 Karan In Urdu
10. Full Time Work:
Agar Aap Part-Time Blogging Kar Ke Successful Banna Chahate Hain TouAap Galat Hain. Kiun ke Part TimeWork Kar Ke Aap ko Successful Hone Main Mahene Nahe Salo Lag Jayenge. Or 5-10 Saal Main Success Hona Success Hona Nahe Kahlta Hai. Success Hona Use Kahte Hai Jab Hum Saalo Ka Kaam Maheno Main Kar Ke Success Bante Hai. Isliye Mari Aapko Personal Suggest Hai Ke Koi Bhi Kaam Karo To Use Puri Mainhanat Or Dil Se Karo.
Yeh Soch Ke Karo Ke Mujhe Ismain 101% Pass Hona Hai. In My Case Mai Jo Bhe Kaam Karta Hu Yahe Soch Kar Karta Hu Ke Chahe Kuch Bhe Ho Jaye MaiN Apne Work Ko Pura Kar Ke He Chodunga. Agar Aap Bhe Apne Aap Se Kaam Ko Bich Main Na Chodne Ke Kasam Kha Le To Aap Kabhe Bhe Or Kesi Bhe Kaam Main Fail Nahe Ho Sakte.
• (101) Blog Ki Traffic Kaise Badhaye 101 Popular Tarike 2021 in Urdu
• Website Blog Ki Traffic Badhane Ke 50 Best Tarike In Urdu
I Hope Aapko Ye Article Pasand Aayega. Or Aapko Is Article Ke Help Se Urdu Blog Par High Traffic Banane Ke Ache Or Important Maloomat Milegi. Main ne Is Post Main Sirf Apna Google Blogger Exprience Share Keya Hai.
Aapko Mera Experience Kaisa Laga Is Ke Bare Main Comment Main Zarur Btaye Or Is Post Ko Social Media Par Share Kar Ke Or Zyada Motival Bayne. Thanks
• How To Increase Traffic On Blog In Urdu
• Apne Blog Par Traffic Kaise Laye
• Blogger
•
0 Comments
If You Have Any Doubts, Please Let Me Know