Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kea Hota Hai - Urdu Blogger Tips Pk

 Black Hat Seo V/s White Hat Seo Kia Hotta Hai? -  Urdu Blogger Tips

Aj ka Humera Topic Hai "Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai". Abhi Tak Main Ne Aap Ko Seo Aur Blog Ke Bare Mein Buhat Zyada Batain Btayi Hai. Maagar Aaj Un Subhe Se Alaag Or Sabse Zyada Eham Bat Btane Ja Rahi Hu Ke "Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai".  Is Post "Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai" Mein Aap Ko Iske Bare Mein Details Se Btaoun Gi.Take Aap Seo Ko Ache Se Samajh Sakein.

 

Black Hat Seo Vs White Hat Seo

Jaisa Ke Color Se Hi Pata Chalta Hai Ke Black Color Kuch Ghalat Ya Bura Hone Ka Hai Wohi White Color Clear Or Fair Hai. Buhat Se New Blogger Ke Iske Bare Mein Maloomat Nahi Hoti Or Wo White Hat Seo Ke Agah Black Hat Seo Ke Taraf Chale Jate Hai.


Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai?

Agar Aap Ek Blogger Hai Or Aap Ko Blogging Mein Kafi Time Ho Chuka Hai Tou Aap Ko Iske Bare Mein Thodi Maloomat Tou Zarur Hogi. Or Agar Nahi Hai Tou Ummid Karta H, "Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta HaiPost Se Aap Kuch Behtar Sikhoge.

 Actually Huta Kia Hai Ke Buhat Se New Blogger Jab Iske Bare Mein Internet Par Search Karte Hai Tou Unhe Backlinks Ya Traffic Zyada Karne Wali Paid Website Mil Jati Hai Jo Ke $5-$10 Mein Backlinks Dene Ya Traffic Zyada Karne Ka Dawa Karti Hai. Newbie Unhe Kam Paise Ka Offer Samajh Kar Kharid Leite Hai  Or Ye Unka Paihla Qadam Huta Hai Black Hat Seo Ke Taraf Jane Ka.

Agar Aap Bhe Blogging Mein New Hai Tou Mai Aap Ko Bta Du Ke Jis Tarah Bina Meihnat Ke Bada Aadmi Nahi Ban Sakte Bilkul Wese Hi Bina Meihnat Keye Blog Ke Traffic Zyada Karne Ka Koi Shortcut Tarika Nahi Huta. Apne Blog Ke Ranking Zyada Karne Ke LiayeAap Ko Buhat Meihnat Karni Hogi Or Baht Kuch Sikhna Hoga. Mai Aap Ko Is Post Mein Aisi Maloomat Dene Wala Hu. Jisse Aap Ko Na Sirf Seo  Ke Bare Mein Pata Chalega BalKe Aap Ko Un Ghalat Ras Tou Par Jane Se Rokega Jo Aap Ko Andkar Ke Or Le Ja Rahe Hai.


"Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai"

 Black Hat Seo Vs White Hat Seo Me Kia Faraq Hai?

Humare Pas Humesha 2 Raste Hote Hai Ek Achha Or Dusra Bura. Humein Kis Raste Par Chalna Hai Ye Humein Hi Choose Karna Huta Hai. Bilkul Weise Hi Yahan Bhe Humare Pas 2 Raste Hai Black Hat Seo Or White Hat Seo. Agar Aap Ko IsKe Thodi Bhe Maloomat Hai Tou Aap White Hat Seo Hi Use Karte Ho. But Problem Tab Startu Hoti Hai Jab Aap White Hat Seo Mein Ghalat Karna Start Kar Dete Ho. Jis se White Hat Seo Black Hat Seo Mein Baadal Jata Hai.


  • Blog Site Ko Google Search Engine Main Submit Kaise Kartte Hai
  • Blog Site Ko Bing Webmaster Tools Se Submit Kaise Kare Urdu Main

Yahan Mai Aap Ko Kuch Clear Topic Se Samjhane Ke Koshish Karungi.

Black Hat Seo:

1 - Doable Post

"Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai" Article Main Double Post Buht Eham Hai. Kuch Blogger Search Engine Mein Lane OrVisitors Zyada Karne Ke Liaye Aik Hi Post Ko 2 Bar Share Karte Hai Ya Bhe Koi Dusra Blog Bana Kar Usme Main Blog Ke Post Share Karte Hai. Jab Search Engine In Post Ko Crawl Kartta Hai Tou Se Same Process Milti Hai. Or Dheere Dheere Search Engine Aisi Post Ko Ban Karne Lag Jaata Hai.

2 - Meta Tags: Search Description

        



Kesi Bhe Post Mein Meta Tags Write Waqat Is Bat ka Dheeyan Rakhna Chahiaye Ke Meta Tags Mein Post Se related Keyword Hi Use Huay Ho. mere Blog main related Keyword Yeh Hain Jo Ke META tag Ki Search Description Main Diay Gaiaye Hain.

"This Is A Urdu Blog Forum That Provides All Information About Roman Urdu Blogs

  • Islamic Blogs In Urdu.
  • Learn Urdu Blog Through Us.
  • Urdu Blogger Tips Pk For Pakistani 2021,
  • Urdu Blogger Tips Pk For Pakistani In Urdu,
  •  Urdu Blogger Tips Pk For Pakistani, 
  • Urdu Blogger Tips Pk In Urdu
  •  Urdu Blogger Tips Pk Download
  • Urdu Blogger Tips Pk Pdf
  • Urdu Blogger Tips For Pakistani
  • Urdu Blogger Tips Pk For Pakistan
  • Urdu Blogger Tips Pk

Are Here. Best Topics For Blogging In Pakistan Are Given  Here."

Yeh Mere Blog Ki Meta Tags Ki Search Description Hai.


Meta Tags


 New Blogger Post Se Alaag Keyword Meta Tag Mein Add Kar Deite Hai. Jo Us Post Ko Black Hat Seo Ke Taraf Le Jaata Hai.

  • Meta Tags Ki Search Description Main Keywords Kaise Search Kare 
  • Meta Tags Ki Search Description Main Keywords Kaise Use Kare
  • Meta Tags Ki Search Description Main Keywords Write Karne Ke 5 Best Tools

3 - Keyword

"Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai" Article Main Keyword Buhat Eham Hai. Article write Karte Waqt Is Bat Ka Kheeyal Hona Chahiaye Ke Aik Hi Keyword 10-15 Bar Se Buhat Bar Use Na Ho. "Ye 10-15 Kam Zyada Bhe Ho Sakte Hai". Actually New Blogger Se Ye Galti Hoti Hai. Par Mai Aap Ko Btana ChahungI,

 Ke Jis Tarah Har Cheez Ke Ek Had Hoti Hai Bilkul Wese Hi Post Mein Keyword Ke Bhe Ek Had Hoti Hai IsLiayeIske Bare Mein Janne Ke Baad Aik Hi Keyword Ko Post Mein Zyada Bar Use Na Kare. Search Engine Lagbhag 2%-5% Keyword Hi Prefer Karta Hai. Isse Zyada Keword Ka Istemal Karna Galat Hai.

Keyword Serach Karne Ke Best 5 Tools Urdu Main

4 - Doorway & Gateway Post

"Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai" Article Main Doorway & Gateway Post Buhat Eham Hai. Ye Un Posts Ke Bare Mein Hai Jo Buhat Short Hoti Hai Or Jo Ek Jaise Keyword Se Bhari Hoti Hai. Search Engine Inhe Buhat Jaldi Ban Kar Deita Hai. Aisi Post Zyadatar Kahi Se Copy Kia Gaya Content Huta Hai.


White Hat Seo:

1 - No Copyrighting

"Black Hat Seo Vs White Hat Seo Kia Huta Hai" Article Main White Hat Seo Buhat Eham Hai,no copyrighting White Hat Seo Ka Paihla Or Aakhre  Aspect Hai. Apne Google Blog Yah Website Ko Search Engine Mein Acha Result Mile Ga. Iske LiayeMai Aap Ko Suggest Karunga Ke AapKe Blog Ya Website Ka Contect Origic Hona Chahiaye. Yani AapKe Blog Par Copyrihting Nahi Hogi Or Sari Post AapKe Likhi Hogi Tou AapKe Blog Search Engine Mein No.1 RanKeng Par Hogi.


2 - Search Engine Guidelines

Website Ko Search Engine Se Submit Karne Ke Liay Seo Ko Guide Kia Jaata Hai. Par Kia Aap Ko Pata Hai Ke Search Engine Ke Bhe Guidelines Hoti Hai. Agar Hum Uska Palan Kia Baghair Site Ko Search Engine Se Add Karte Hai. Tou Ho Sakta Hai Humne Search Engine Ke Rules Ka Ulagghan Kia Ho.

3 - Extra Images.

Iske Bare Mein Aap Ko Pahle Bhe Guide Kar Chuki Hu Ke. Baghair Zarurat Ke Images Post Mein Use Na Kare. White Hat Seo Treqqa Aur tips Yeh Clear Karta Hai Ke Post Mein Sirf Wohi Image Use Kare Jo Clearly Visitors Ke Liaye Helpful Ho.


4 - Good Quality Content

White Hat Seo Mein Good Quality Content Hi Sabse Important Huta Hai. Agar Ke Kam Time Mein Aapke Blog Par Zyaada Se Zyada Visitors Aaye Tou Aisi Post Kare Jo Internet Par Pahle Se Na Ho. Yahi Good Quality Content Huta Hai. Sirf Yahi Nahi Aap Ko Chahiaye Ke Post Mein Aisa Talent Ho Jo Visitors Ka Dil Jitne Ka Kaam Kare.


Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kia  Kare Full Urdu Guide

Tou Ab Aap Ko Chahiaye Ke White Hat Seo Ko Follow Kare Or Blck Hat Seo Ko Avoid Kare. Jisse Aap Ke Website Teji Se Search Engine Se Traffic Bana Sake. Mai Aap Ko Aik Bar Fir Se Kahna Chahunga Ke Kahi Se Bhe Traffic Or Backlinks Kharidne Ke Na Soche. Aane Wale Samy Mein Iske Bar Mein Details Se Btaoun gi.

Ab Aap Ke Bari Hai Comment Mein Btane Ke:-

  • Blog Ko Google, Bing, Yahoo Jaise Search Engines Se Kaise Submit Kar Sktain Hain
  • Is Post Ko Padne Ke Bad Aapne Kia Sikha?
  • Ab Aap Apni Website Mein Kia Changes Karne Wale Hai?
  • Agli Bar Post Write Kane Par Keyword Kaise Use Karenge?

Agar Aapka Is Post Ko Le Kar Koi Sawal Hai Tou Comment Mein Apne Thoughts Likh Kar Mujhse Puch Sakte Ho. Or Agar Aap Ko Ye Post Helpful Laga Tou Ise Social Media Par Zarur Share Kare.




Post a Comment

2 Comments

  1. Here You shared nice content with us. Get details about pop ups examples.

    ReplyDelete
  2. Thanks for posting this info. I just want to let you know that I just check out your site and I find it very interesting and informative. I can't wait to read lots of your posts. https://www.seoexpertindelhi.in/

    ReplyDelete

If You Have Any Doubts, Please Let Me Know